Relive the horrific experiences in Mano ya na mano as it explores the mystical elements of our society in a chilling representation of real life crime and paranormal events.
to be away from islamic life invites such troubles and daily azkar proved from Quran and Sahih Hadith should be recited daily to be well protected from all evils, indeed Allah is the best Protector and Creator of whole universe. Azkar to be recited must be verified from Quran n Sahih Hadith i.e. 5 times daily namaz, surah fatiha, Ayatul kursi, 3 times surah ahad, surah Nas and falaq in morning n evening, will surely away by the Will of Allah from any unseen or seen trouble. Allah knows best
humhain kohish karni chaya ka quran aur Allah ka kalam ka sath ya ilam seekhien no matter what we are living in abroad! studying in a universites but humhain kuch asa sekhna chaya jis madad kar sakien insanon ki ......
so agar app galti sa kisi asa insan ka pas chalien jien jo ka kala jadu wagara karta ha tu wo in jinnat ko lalch deta ha means koi bakra ya etc lakin duno sorat may ilaj hota ha .... kyon ka ya bhi eik asi cheez ha jis may expirence hona chaya ... jasa dolat kuch log theek tariqon sa kamta hain aur kuch galat ..
asa ya ilam jinnat ko nikalna ka ha jo bura tariqa sa bhi sekha jata ha aur eik wo amal ha jo quran aur sunnat kih sa ha ...
tamour hassan and everyone my brothers i am totally agreed to all of u but may yahan eik cheez batana chata hon ka jasa is amil ko dekhaya gya ha so asa bhi amil hota hain means jo log kala jadu tona karta hain .... jahan rohie tariqa sa jinnat ko nikalna jata ha wahan per kala jadu ka zarya bhi ya amal kiya jata ha .... jo ka zayada tar india may kiya jata ha
to bhai sab kis nay kaha k hazrat abdul qadir r.a ka kis nay naaam lia hai. yakenan wo Allah k wali thay mager is type k log jo drama main dikhay hai dhokaybaz hotay hain. Allah wala wo hota hai jo shariat ka paband ho apnay faraiz puray karta ho aor Allah k Rasool s.a.w.w ke sunat k mutabik zindagi guzarta ho. ya nahen k bear munda k cigrate sulga k aor kunjron wali shakal bana k peer bana betha ho. sidhay sadhay bhai.
this baba ji looks like some kind of a gangster
ramiz1116 1 month ago
khale muslims he nahi jewish chiris hindu budhist sub mantay hain in chezon ko s
nomi1902 1 month ago
buhat se chezain aise hain jin ko science ab tuk nai samajh pai lakin humaray muzhab main sub kuch hay
nomi1902 1 month ago
usey fits thay jo kay time kay sath theek ho gaya or kuch nahi
sherecan100 1 month ago
to be away from islamic life invites such troubles and daily azkar proved from Quran and Sahih Hadith should be recited daily to be well protected from all evils, indeed Allah is the best Protector and Creator of whole universe. Azkar to be recited must be verified from Quran n Sahih Hadith i.e. 5 times daily namaz, surah fatiha, Ayatul kursi, 3 times surah ahad, surah Nas and falaq in morning n evening, will surely away by the Will of Allah from any unseen or seen trouble. Allah knows best
djmbilal 1 month ago
humhain kohish karni chaya ka quran aur Allah ka kalam ka sath ya ilam seekhien no matter what we are living in abroad! studying in a universites but humhain kuch asa sekhna chaya jis madad kar sakien insanon ki ......
tamy4231 2 months ago
so agar app galti sa kisi asa insan ka pas chalien jien jo ka kala jadu wagara karta ha tu wo in jinnat ko lalch deta ha means koi bakra ya etc lakin duno sorat may ilaj hota ha .... kyon ka ya bhi eik asi cheez ha jis may expirence hona chaya ... jasa dolat kuch log theek tariqon sa kamta hain aur kuch galat ..
asa ya ilam jinnat ko nikalna ka ha jo bura tariqa sa bhi sekha jata ha aur eik wo amal ha jo quran aur sunnat kih sa ha ...
tamy4231 2 months ago
tamour hassan and everyone my brothers i am totally agreed to all of u but may yahan eik cheez batana chata hon ka jasa is amil ko dekhaya gya ha so asa bhi amil hota hain means jo log kala jadu tona karta hain .... jahan rohie tariqa sa jinnat ko nikalna jata ha wahan per kala jadu ka zarya bhi ya amal kiya jata ha .... jo ka zayada tar india may kiya jata ha
tamy4231 2 months ago
@tamourhassan
ager aap janna chatay hain k Allah walay kesay hotay hain to.
1. jo haqooq-Allah poray ada kartay hoon
2. jin ke zindage Allah k Rasool s.a.w.w k tarikay per ho yani sunat say saji ho.
3. gunahoon say bachtay hoon
4. sirf gunahoon say nahen balky makrohat say bhai bachtay hon
5. dingain yani show na martay hoon ager wo isay nahen to wo yakenan jotha dhokaybaz hay.
bhai hr koe Allah wala ni hota. asay log bhot kam hotay hain. han dhokaybaz, behropya ar jadoogar bhot hotay hain.
abhajihadi 2 months ago