Kitni Baatein By Roop Kumar Rathod
From Movie Bhindi Baazaar Inc. 2011
Video Clip From Yeh Dil Hai Ya Sheesha Jo Toota
Lyrics
hoti hai kesi bhala bebasi
jaana hai main ne to bas yeh abhi
le chali jaane kahaan zindagi
kitni baatain aadhi adhoori
kitni baatain hain jo tum se na keh paaya main
mujhe mili wahaan wafaa
jahaan saans huwi hai khafa
mutthi se paani ki tarah bahi
umeedain woh teri meri sabhi
ab yeh manzar hai, sab banjar hai
kya zameen, kya falak aur kya jahaan
kitni baatain aadhi adhoori
kitni baatain hain jo tum se na keh paaya main
lamhe woh aankhon se risne lage
yaadon mein jo thay meri jame
wo tarapte hain, mujh se larrte hain
hashr hoga aisa mera, tha pataa
All Comments