Masih Dajjal Mirza va Ahmadiyya hi hai? Eesayi Nahin!-3/14

Loading...

Sign in or sign up now!
Alert icon
Upgrade to the latest Flash Player for improved playback performance. Upgrade now or more info.
695 views
Loading...
Alert icon
Sign in or sign up now!
Alert icon

Uploaded by on Sep 22, 2011

ye continuation hai pichle vdo ka...aagay ka bhi vdo dekho..
2) Kaunsay Nabiyon ki qowm aaj baaqi hai aur kaunsay Nabiyown nay MasiDajjal kay nishaanaat diye hein aur kya unki tasdeeq Muhammad (sa) nay bhi ki hai?
(Ref Sahih Muslim. Koyee nabi Nooh alesalam se lekar mujh tak aisay na guzray jinhonay apni ummat ko ek kazzab masidajjal say na daraya ho. Yaad rahe ki uski ek aankh chat hai phoolay huae angoor ki tarah aur vo rabb honay ka dava karega).Iska jawaab bhi ye hai:- Vaisay to 124000 ambia huae hein lekin aaj badi tadaad may 11-12 qowmein hi maujood hein. Aaj Duniya me Muslim, esayee, Hindu, Yahudi Parsi, Budhmat, Misri mushrik, Yunani Mushrik, Cheeni mushrik Tibbat Gesar kay pujari, Japan kay Mushrik Bantsu kay pujari, Rome ke Mushrik Jupitor Khuda kay pujari hein jinka daava ye hai ki vo mazhabi log hein aur Qaliq may eemaan rakhte hein.
Humnay to dusray sawaal ka jawab dediya hai ab aap teesray sawal ka jawab do? (3) Ahmadi tum batao ki in qowmow may MasiDajjal ko kya kehte hein aur uskay nishaan kya hein? Kya iska ilm jamat ahmadia ko hai ya aapkay Masi Mirza ko ye baat pata bhi thi kabhi? unhon nay kia bataya hai? Kya unki tasdeeq ki hai? Humnay to Darululoom devband may unki 86 kitabein padhdaali hein lekin hamein to kaheen bhi nahin mila ki MasiDajjal ko un honay bataya ho koyi bhi doosray mazhab say? Kia unhonay apnay daavay mein ye sab nishaan pesh kiye har qowm ko aur uski vazahat bhi ki uskay qatme ke saath? Kia vo har qowm say takraye is baaray may aur unhonay inkaar kardiya? un may say kitnay logo nay mana?
Quran mein allah nay kaha hai ki sab kitabown par eeman rakho aur shariyat ke etebar say quran aqree kitab hai aur hadiths bhi. Peshan goyaan Masidajjal va Masi Maud ki har kitab mein maujood hein jo hamein hadees shareef se pata chalta hai. Vo hadees shareef humnay aapko pichhlay mail me bhijvadi hai. Hamein zarurat hai ki hum dhoonday har kitaab mein masi dajjal va Masi Maud ke nishanaat. Theek hai? (4rth) Misri, Yunani, Romi, Cheeni, Yahudi, Parsi, Eesayee, Muslims, Hindus ki kitabown mein Masi dajjal va Masi Maud ki kya nishanaat aye hein uskay references bataiye? Krishna va kalki ke dave ke alava bataiye kyunki hum jante hein ki mirza saheb nay vo nishanaat nahin diye aur daave nahin kiye hein jo karne bhi chahiye thhe aur unpar sabit bhi honay chahiye thhe? kyunki aapki jamat 120saal se kaam kar rahee hai. Apke paas to 120 saal pehle chhapay yehi saboot honay chahiye? Zara vo saboot to do. Batao Injeel ya Purana ahadnama ke baab kay naam jahaan masidajjal ka zikr aaya hai aur yaad rakhiyega yajuj va majuj ko maseeh dajjal se na milaiye. Hum beqarar hein ki aap batayein? Apkay muballiqeen nay sari 80-87 kitabein chhaan daali mirza saheb ki likhi magar vo references masi dajjal ke baaray mein doosri kitabow se nahin bata sakay? Kyun? Kya us waqt injeel va purana ahad nama ya Parsi Va Hindus ki kitabein maujood nahin thee? Hadees me aata hai ki har qowm mein masi maud alehsalam masi dajjal va masi ki hujjat saboot ki bina par qayam karega aur tabhie jaakar har qowm mazhab ka shaqs unpar unheen ki zindagi mein eeman laiga? Umeed karta hoon ki in 4 sawaalow ka jawaab aap bahut jald ek saath dedenge kyunki aapke paas to sab kuchh pehle se tayyar hoga kyunki aapki jamaat sari duniya mein phaili 120 saal se kaam isi ki bina par kar rahee hogi. Varna mein apko ek hi din mein sab kuchh batadoon baqaida references ke saath inshallaah. Pehle aap apni jamat ki qabiliyat to zahir karo Ahmadio. Continuation ...next...vdo...zaroor dekho....

  • likes, 3 dislikes

All Comments

Adding comments has been disabled for this video.

Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more