Alert icon
We're changing our privacy policy. This stuff matters.  Learn more  Dismiss

Ya Nabi (P.B.U.H.) Qawwali (A SPIRITUAL SONG) - Imran Aziz

Loading...

Sign in or sign up now!
Alert icon
Upgrade to the latest Flash Player for improved playback performance. Upgrade now or more info.
2,184
Loading...
Alert icon
Sign in or sign up now!
Alert icon

Uploaded by on Nov 27, 2010

yaa Nabi- yaa Nabi

laqab khuda se Muhammad(SAW) ko lajwab mila
banay habeeb toh mahboob ka khitab mila
sababb ye parday ka,a mehraj ma hazoor se tha
kahay na koe keh maashook be-hijab mila

yaa Nabi - yaa Nabi

lab-e-Jebreal se awaz ye payari ae
ho mubarak ke Muhammad(SAW) ke sawari aee

yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi

Nooh (AS) ko jab moj-e-toofan ma kinara mil gaya
or kaleem-Ullah (AS) ko lutf-e-nazara mil gaya
husn-e-Yousaf (AS) ko Zulekha ka ishara mil gaya
al gharaz har ek be-charay ko chara mil gaya
ham ghareebon ko Muhammad(SAW) ka sahara mil gaya

yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi

Dar-e-Nabi pe parha rahu ga
parhay he rahnay se kaam hoga
Dar-e-Nabi pe parha rahu ga
parhay he rahnay se kaam hoga
kabi toh kismat khulay ge meri
kabi toh salaam ho ga

yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi
yaa Nabi Nabi - yaa Nabi Nabi

hai kol-e-Muhammad(SAW) kol-e-Khuda, farman na badla jae ga
badlay ga zamana lakh magar, Quran na badla jaey ga

kiu k Quraan ka koe mutabadil na badal hai
Quraan har ek ubda-e-dushwar ka hal hai
Quraan baseerat be basarat be basar be
Quraan taasur be mawassar be asar be

Mahshar ke masalain be hain Sidra ke samar be

Quraan ma azal se abad tak ke khabar hai
Quraan me he tazkara-e- jinn-0-bashar hai
Quraan toh manmbaa-e-karam jood-0-sakha hai
Quraan nawazish hai enayat hai ataa hai

Quraan toh insanoo pe ehsan hai rabb ka
Quraan haqeeqat ma khazana hai adab ka
Quraan tohhhh ganjeena hai asl-o-usool ka
Quraan mojza hai Kyhuda ke Rasool(SAW) ka

ya nabi nabi - ya nabi nabi
ya nabi nabi - ya nabi nabi
ya nabi nabi - ya nabi nabi
ya nabi nabi - ya nabi nabi
ya nabi nabi - ya nabi nabi
ya nabi nabi - ya nabi nabi
-----------------------------------

Category:

Music

Tags:

License:

Standard YouTube License

Link to this comment:

Share to:
see all

All Comments (0)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
Loading...

Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more