Tere diwane ab ro rahe hain, Muztarib sab ke sab ho rahe hain, kon de ga ab inhein dilasa, kuch na husne amal ker saka hoon, Nazer chendashq ma ker raha hon, bus yahi hai mera Qul Asasa, Wasta tujh ko piyare nabi ka, Hasher ma hum ko na bhol jana, Rooze Mehshar hmein Bakhshwana, Jab Guzar jain ga mah 11, Teri amad ka phir shoor hoga, kiya bharosa meri zindagi ka,
no word.
azan5581 1 month ago
wah wah masahAllah
ahleSunnah100 2 months ago
pata nai ... agla ramadan bhi naseeb hoga ya nai...Alwida Maah e Ramadan...rozay mehshar hamein bhakswana .....
TheSmartsheikh 6 months ago
Ameeen
uk03031 6 months ago
alvida alvida meh ramzan...............bht takleef se bej rahy hain hum tumy mah e ramzan.......
semalism 6 months ago
Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain,
Aah Issiya He Main Din Katain Hain,
Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara,
Sag-e-ATTAR, Badkar, Qahil,
Rah Gaya Yeh Ibadat Se Gaafil,
Is Se khush Hoke Hona Rawana
Owaisrazaqadri786 6 months ago
Owaisrazaqadri786 6 months ago
Qalb-e-Ashiq howa para para,
Ulft-e-Hijro Furqat ne mara,
...Qalb-e-Ashiq howa para para,
Tere anay se dil khush howa tha,
or Zooq-e-ibadat bara tha,
Ah! ab dil pe hai gham ka ghalba,
Bazm-e-Iftar sajti thi kaisi,
khob sehri ki ronaq bhi hoti,
Ho gya sab samaa sona sona,
Owaisrazaqadri786 6 months ago
YA ALLAH is RAMZAN k sadqy hmare pyare mulk Pakistan me aman ata frma ...Plz all of you Pray 4 pakistan.......
ThePenduboys 6 months ago
Alvida Alvida mahee Ramzan
Boy2012Golden 6 months ago