film singaar 1949
starring madhubala suraya jai raj k.n.singh. madan puri
singer.....surinder kaur
music......khwaja khurshid anwar
lyrics........dina nath madhok
o,bedardii yun ham ko sataanaa
aaj tera kal mera zamanaa..
ham se na bolo, ham tum se na bolenge
dil bhar aayaa ro lenge
bedardii tuune itnaa na jaana..
haton men le lenge rote jiyaa ko
kahenge bisar jaao aise piyaa ko
aa ke jo dhuundhen jaane ka bahaanaa..
pii lenge ham aankon ke aansuu
rokuun na pag ko jaane waale jaa tuu
soch le paa chhe pa,de na pachhatanaa..
BEAUTIFUL
MrJani1122 11 months ago
Madhubala is so young and beautiful.
Montymonty10 1 year ago
Madhubala is how cute and innocent here..........
chanto7 2 years ago