Urdu Naat(Khushboo Hay Do Alam)Qari Zubaid Rasool.By Visaal
Top Comments
All Comments (13)
-
jazak Allah bhai main ye naat roz do teen baar sunne bagair nhi rehta.subhanAllah
-
Subhanallah
-
hamari haqeeqat yehi hay?phr kun ham apni manzil say dour hain.SubhaanAllah.Allah hamain b aisa darja atta kary.jo Qari sahib ki awaz main hay.Ameen.
-
Allah Aap Ko Jannat ul Firdous Mein Jagah Ata Farmaye Ameen Summa Ameen... Mere Paas Alfaaz Nahi Hain ke Tareef Kaise Karoon..='(
-
@mahnoor786100 Jitni dafa suno utni dafa ro :'( Allah in ki Kabr.e.Anwar Par Karorhaa Rehmatein Naazil Farmaye Ameen Summa Ameen.:!
-
Great voice
-
Mashallah.Awaaz aur lehja insan ki seerat ka mun bolta sabout hota hay.Qari sahib ki awaaz na is naat k sath wo insaf kia hay.jo is ka haq hay.aur jab haq adda kar dia jata hay to wo shahkaar murda diloun main b jaan daal daita hay.meri dua hay Allah pak un k darjaat buland kary.Ameen.
-
Subhanallah. Allah taala Qari sahib ke darjaat ko mazeed bulandi ata fermaye (ameen). Wo Itne barre naat khwan the ke unki terha parrhna aaj bhi shayed hi kisse ka bas me ho. Aur uske bad unka AQA (SAW) ki zaat se ishq ka andaaza unki awaz ke soz se hota tha. Aur khaas tor per is kalam ko bohut logon ne parrha lakin qari zubaid saheb jaisa koi na parrh saka. Allah taala unke sadqe me hamain bhi AQA (SAW) ki sachi mohabbat ata fermaye (ameen). I would also like to thank you for upload of this nat
-
urdu naat
-
MASHALLAH
SubahanALLAH ALLAHhuma Sali Alay Muhammad Wa Alahe Wa Sahabe hae Waslam
rabbaniqadri 2 years ago 11
SubhanAllah¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡
Nabikeghulam 2 years ago 6