agar hum aise hi aapas main ladte rahe to dekh lena 1 din hum dono desh doosro ki gulami ker rahe honge ...... ab aap sab kp sochna hain ki LADNA HAIN YA SHANT REHNA HAIN ...
yara .....sach main bahut badiya banaya hain ......... isko dekh ker wastav main main ro padha . mera 1 dost tha indian army main wo hamesha kehta tha ki YEH DONO DESH DOST NAHI BAN SAKTE .. aaj yeh gana dekh ker uski yaad agayee .... Main tarun garg from delhi , india aapke saath hain ....
we are with you my freinds ...... tarun garg , india