-
furqanrehman subscribed to ShameeL99 3 weeks ago
-
furqanrehman liked 6 months ago
Surili - Veer (song promo)
http://www.erosentertainmen...
Bollywood.. Anytime, Anywhere
-
furqanrehman favorited 6 months ago
American hypocrisy and foreign policy
American hypocrisy
and foreign policy is the root of
terrorism american Fascism, Imperialism,
Colonialism must end
-
furqanrehman subscribed to KaptaanPakistan 7 months ago


Molana anas younus 2010--Maan ki Shan
abar e rahmat
24,461 views
furqanrehman said:
Moot aey gi tujh ko magar waqt per,
Ban hi jaey ge teri qabar waqt per,
Qadar Maan Baap ki tu pehchan lay!
Apni jannat ko duniya main pehchan lay,
Aur laita rahey jo barhon ki duwa,
Us k donon jahan uska hami Khuda,
Yaad rakhna tum meri is baat ko,
Bhool jana na Rehmat ki Barsaat ko.....
Molana anas younus 2010--Maan ki Shan
abar e rahmat
24,461 views
furqanrehman said:
Ban k ibrat ka tu ab nishan reh gayah,
Dhondhay zoor tera kahan reh gayah,
To Ehkam-e-Rabi bhulata raha,
Apnay Maan Baap ko tu satata raha,
Kaat liya wohi tu ney boya tha jo,
Tujh ko kaisay milay tu ney khoya tah jo,
Yaad ker k gayah doer ronaey laga,
Kal jo tu ney kiya aj hone laga,
Moot man...
Molana anas younus 2010--Maan ki Shan
abar e rahmat
24,461 views
furqanrehman said:
Ashk ankhon main thay wo rawana howey,
Moot ka aik hichki bahana howa,
Aik sakon uske chehray per chane laga,
Phir tu mayat ko uski sajaney laga,
Mudatain ho gayi aj borha hai tu,
Jo parta toti khatiya peh korta hai to,
Tere bachay bhi ab tujhse dartey nahi,
Nafratain hain mohabatain wo kartay...
Molana anas younus 2010--Maan ki Shan
abar e rahmat
24,461 views
furqanrehman said:
Aj kehta hon pecha mera chorh do,
Jo hai rishta mera tumse wo torh do,
Jao ja k kahin kaam dhanda karo,
Loog martay hain tum bhi kaheen ja maroo,
Beth ker ahain bhartay they wo raat bhar,
Unki ahoon ka huwa na tujh per asar,
Tera Baap ik din chala roth ker,
Kaisay bikhari thi phir teri Maan to...
Molana anas younus 2010--Maan ki Shan
abar e rahmat
24,461 views
furqanrehman said:
Ik din aik haseena tujhay bhaa gayi,
Ban k dulhan phir wo taray gher agayi,
Farz apne se to door hone laga,
Bejh nafrat ka khudhi bonay laga,
Phir tu Maan Baap ko bhulane laga,
Teer baton k phir tu chalane laga,
Yaad ker tujhse Maan ney kaha aik din,
Ab humara guzara nahi teray bin,
Sun k ye ...
Molana anas younus 2010--Maan ki Shan
abar e rahmat
24,461 views
furqanrehman said:
Jab tu paida howa kitna majboor tha,
Ye jahan teri soochon se bhi door tha,
Hath paon bhi tabb tere apne na thay,
Teri ankhon main duniya k sapnay na thay,
Tujay ata jo sirf rona hi tha,
Dhodh pee keh tera kaam sona hi tha,
Tujh ko chalna sikhaya Maan ney teri,
Tujh ko dil main basaya ta Maan ...
+ View allshow less