khuda kare k meri arz-e-pak par utre,,,wo fasl-e-gul k jisey andeshey zawaal na ho,,yaha jo phool khily wo khila rahe sadyo,,,yaha khizaa ko guzarne ki bhi majaal na ho..yaha jo sabza ugey wo hamesha sabz rahe..aur aisa sabz k jis ki koe misaal na ho