Hai Jaan Aab Labon Par, Barchi Na Khainchna, Boley Padar sey Akbar Barchi na khainchna, Baba Nazar ko phairlo Dam tootney laga, Barchi k phal sey khoon hai Dil ka rukahowa, Ubleyga Khoon Zameen par, Barchi na khainchna, Boley padar sey Akbar barchi na khainchna, Sansain Ukhar Rahi hain to Madham hai Nabz bhi, Kartey ho Aah ham ko hai takeed sabar ki, Kehtey ho tham k jigar, Barchi na khainchna, Boley padar sey Akbar barchi na khainchna,
HAI HAI HAI MOLA AAP KOO ZINDAGI DAY GEO
SHIABADSHAH110 2 years ago
tears fill my eyes heartbreaking piece read by the syed.
TheMALANG786 2 years ago
MOLA salamat rakhaen RAZA ko har kisam ki nazar e bad se mehfoz rakhaen
sai4umma 2 years ago
where can I find the lyrics to this ? (someone please msg back)
peanutbutterprince47 2 years ago
I can arrange it if you want ...
JageereAliAkbarNet 2 years ago
oh, yes thank you, if you can please!!!
peanutbutterprince47 2 years ago
JageereAliAkbarNet 2 years ago
Mainay tumhain bulaya tha takey main kehsakon,
Bilkul na gham karo merey Dil ko hai ab Sukoon,
Bethey raho yahan magar,
Barchi na khainchna,
Boley padar sey Akbar barchi na khainchna,
Mola A.s ney YA ALI A.S kaha Dil ko sambhal kar,
Phir khud hi larkharagaye barchi nikal kar,
Kehta raha jawan pisar,
Barchi na khainchna,
Boley padar sey Akbar barchi na khainchna,
JageereAliAkbarNet 2 years ago
Rehan Sath barchi key Dil bhi nikalpara,
Kartey rahey Hussain A.S Bhi tadair marsia,
Maa Kehti aai NangeySar,
Barchi na Khainchna,
Boley padar sey Akbar barchi na khainchna.
JageereAliAkbarNet 2 years ago
mashallah beautifully read salam
NHN884 3 years ago
اللهم صل على محمد وال محمد
بارك الله بكم
topgirl200 3 years ago