Added: 2 years ago
From: kulyateiqbal
Views: 10,034
Sort by time | Sort by thread (beta)

Link to this comment:

Share to:

All Comments (21)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
  • its amazing

  • itni dair mein to banda baat b bhool jata hai.ap mahfoom puch rahy hain

  • me ne comments paray hain magar koi bhi in me se is ki "HAQIQAT" tak na pounch saka........!

  • @raza3125

    jis ka dil pak ho her uss khahish say jo Allah ki ne-mat e baham salamti ki dushman hai tou phir wo dil Allah kay noor say rowshan say hojaiyga

    allama isi noor e qalbi ko libas e majaz qarar detay haien

  • agar kisi qowm o nasal ko Allah kay deedar ki arzo hai---uss say bawiqar o ba-ikram halat may mulaqat ki arzo hai wo pahlay uss ko dunya may uss kay libas may uss ko dekh lay yani dunya may uss ki ne-mat e kul o baham salamti ( isalm )ko hasil karlay

    aur agar wo dunya may hi uss ki ne-mat say mahroom rahi tou phir akhirat may uss ki deed ki lazzat e duwam say mahroom rahaygi

    aur be-izzat o wiqar karkay jahannum may dal dee jaiygi

  • agar Allah mutlaq salamti hai tou uss ki ne-mat "islam" yani kul salamti libas e majaz hai

    allama iqbal yahan dunya may islam ki arzo kar rahay haien jo kay kul salamti hai

    agar iss ne-mat ko koi jazba dilsakta hai tou wo jazba e baham hai aur agar iss ne-mat say koi cheez door karsakti hai tou wo hai zun zaiwar zameen shakhsiat khandan nasal o qowm o qabeelay ka jazba jo ek ko doosray say ladnay marnay per amada karta hai

    jis tarah kay adam kay do betoun kay darmiyan ladayi paida kardiya

  • hum kuch nai kehna chahty lagta ap mind kar gay take it light.................

  • @naughtybutt10

    nahi hamne mind nahi kiya. bus aapki baat ka mafhoom janna chah rahe the.

  • Comment removed

  • allama sahib ki yeh nazam mashallah boht hi achi hai. shair aapas mein motiun ki lari ki tarah paroe hue hain. Allama sahab ki iss shairi ne soe hue Musalmanun ko khawab e ghaflat se jagaya tha leken boht afsos k sath kehna par raha hai k aaj ka nojawan na iss sahiri se waqe hai ayr na hi iss ko samajhne ki koshish karta hai.

    Shairi to door ki baat, aaj ka talib ilm urdu chor k eng. ki taraf mail ho chuka hai.

  • @mathgirl123400 : gustakhi maaf

    aisa nahi hai ki naujawan tabkha shayeri si wakhif nahi ya usko samjhne ki koshish nahi karta.

    aapki tarah ham bhi urdu ko bahooot chahte hain.

    par jaise ki ham sab jante hain, aaj kal ki duniya me survive karne k liye kitni mushkhat karni padti hai.

    is masrufiyat bhari zindagi me koi kaise bhala baith k shayeri samjhne ki koshish kare???

  • itni achchi tashreeh ka shukriya:-)

  • ikhbal sahab ka ye kalam hame bahooot pasand hai par is kalam me jo akhri share hai

    jo mai sarba sajda hua kabhi, to zamin se aane lagi sada

    tera dil to hai sanam aashna tujhe kya milega namaz me.

    kya ye kehna kufr nahi hai?????????

    ya fir hamne iska matlab kuch ghalat samjh liya hai???

  • @shifaazmat

    insan namaz may haqeeqat e muntazar ko libas e majaz hi may tu dekhta hai

    Allah mutlaq salamti hai tu uss ka noor hikmat e salamti hai

    agar tum ko amn miljaiy ya amn ki hikmat mil jaiy donoun bhi khair e kaseer haien

    tum jahan e akhir kahtay ho wo jahan e akhir khud Allah mutlaq salamti hai

    jis may khada insan bhool jata hai kay uss ki adna khahishat kiya haien

    agar insan ko namaz kay waqt may bhi adna khahishat uss per chayi rahien

    tu uss ka dil sanam ashna hai

  • @shifaazmat g ap he galt matlab la gay hai q k jub dil saaf na ho ya dikhawy ki namaz ho to iss awaz ki umeed ki ja sakti hai

  • @naughtybutt10 aap kehna kya chahte hain? ham samjhe nahiaur

    agar aap hamare pehle wale comment k mutalakh kuch keh rahe hain to hamne pehle he kaha tha ki "hosakta hai ki hamne he shar ko samjhne me ghalti ki"

  • bahooot he umda ghazal hai jisme abrar sahab ki awaz ne aur zyada jaan dal di hai.

  • @shifaazmat

    u r most welcome 

  • super nice..!

  • Ibrar sung this kalam-e-Iqbal from his heart.......

    listening to this kalam,i find peace of mind..

  • yeh allama iqbal ne uss waqat likhi thi jab logon (molviyoon) ne kaha k Dr. sahib aap tu namaz he nahi partay tu allama ne iss nazam k zariye apni khwahish zahir ki hai k jab Muntazir (a.s) ki haqeeqat samnay aye gyi tu he me sajday karoon ga k hazaroon sajday tarap rahay hain meri jabeen-e-niaz me aur akhri misra iss ka Gawa hai k "tera dil tu hai sanam ashna tujay kiya milay ga namaz me "

Loading...
Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more