yar ye kuch kharab aadten pari hui hain mujhe, e.g. adhoorey fikre, adhi film dekh ker chor dena, khana pura na khana, guddi udaaney ke baad pinna na lapetna, mithai ke dabey me thori-thori mithai chakh ke chor dena ..etc etc ... iska kuch upaye karo judge sahib :p
Ustad aik proper title ha jistarha english main Sir hota ha, aor ustad har kissi ko nai balke usi ko kehna chahiye jo iska Ehl ho...Ustad insan kissi b fann main ho sakta ha, par sirf fann ki meraj par pahonch kar hi.Waise nai...
Kmaal Zarf ka muzahira kiya hai..jis ke liye yeh banda tahayaat mashkoor rahay ga,,,balkeh apni aany wali 7 pushton ko bhi hukm de jaye gaaa..ke ustani ji ki ataa't main hee amaan hai:)
great work tauseef. thanks
MaInPyo 3 years ago
He is so great made me cry many time that why i try 2 skip watching his videos but sometime can not help myself !
lahore2vancouver 3 years ago
A beatyful, voice a classical singer .Best in Indo-Pak simple is that !
lahore2vancouver 3 years ago
Superb
bhupidhillon 3 years ago
Great upload, Tauseef. Love it.
Inaam
Inaam2 3 years ago
you all guyz have "zambeels" ... pata nahi kesey kesey johar chupa ke rakhe hain :)
chwaqas 3 years ago
aadab arz hai banda parwar..
waisay ham khaak dar khaak aap k qadmon ki khaak, khaaksaar, aap se kahien peechay haiN:)
aap mahaan hai:P
tauseefqau 3 years ago
yar tauseef, aesey hi bolta raha na to hamari bol-chal band ho jaye gi :D
aesi baaten mujhe ruswa ker dene ke liye kafi hain :P
chwaqas 3 years ago
kabhi kabhi kooye yar main ruswaa bhi ho liya jaye to koi muzaiqa nahi:D
waisay bhi yeh to Ushaaq ke liye mamooli baat hoti hai(qiyonke Alla muqaam jootay khanay wala hota hai:D )
so apnay darajaat baRhanay ki fikar karaiN aor Ma'rfat ki inteha ko chh jayeN
hehehe
tauseefqau 3 years ago
yehi aaj ka dars hai mere liye :)
chwaqas 3 years ago
hahaha...hathiyaar dal diya:P
tauseefqau 3 years ago
haha .. aese hi samjh lo
muntik ke aagey daleel ka kya kam ;)
chwaqas 3 years ago
kiya fiqra phaika hai ch. ji...
faut to nahi honey lagay jo itni siyani baataiN shouro kar dii haiN:D
tauseefqau 3 years ago
lol ... bus yar , sir tasleem-e-kham hai :D
chwaqas 3 years ago
chal theek hai,,,
waisay fiqra mukammal kar dena tha..ham bhi khush ho laitay :D
tauseefqau 3 years ago
yar ye kuch kharab aadten pari hui hain mujhe, e.g. adhoorey fikre, adhi film dekh ker chor dena, khana pura na khana, guddi udaaney ke baad pinna na lapetna, mithai ke dabey me thori-thori mithai chakh ke chor dena ..etc etc ... iska kuch upaye karo judge sahib :p
chwaqas 3 years ago
ch..lagta hai yeh koi genuine fault hai:D
judge sahib kuchh nahi kar saktay.. koi aamal bulana ho ga:D
ta keh jin k saath jaan se bhi chhutkara mil jaye..
mera khiyal hai Abieha ji is ka bakhoobi ilaj kar sakti haiN:D
tauseefqau 3 years ago
Ustad is Ustad
GabbruPunjabi 3 years ago
no doubt...
mujhe Ustad ji ke siwa kisi bhi singer ke saath Ustad lagane ki himmat nahi hoti.Even Asad Amanat ji k saath bhi Ustad nahi likh pata..
koi aisa kahaN se ho Yujh sa kahaiN jisay:)
tauseefqau 3 years ago
Ustad aik proper title ha jistarha english main Sir hota ha, aor ustad har kissi ko nai balke usi ko kehna chahiye jo iska Ehl ho...Ustad insan kissi b fann main ho sakta ha, par sirf fann ki meraj par pahonch kar hi.Waise nai...
GabbruPunjabi 3 years ago
so beeaaaaaaaaaaautiful. God bless u toufi its too good.
abiehakhawaja 3 years ago
sachi:)
i m happy:D
tauseefqau 3 years ago
how can you doubt it jab kay ganay wala ustad aur tareef kernay wali ustani ho:))
abiehakhawaja 3 years ago
hehehe...Dast basta Muauafi ka talabgaar hooN...ke main aap logoN ki shaan samajh na paya..is ko pehli khata gardantay hove darguzar kiya jaye:)
tauseefqau 3 years ago
ja bacha tujhay maaf kiya aur ager fakhra apna khalat dhulaee kay liay wapis na lay chuki hoti tau hum tujhay fakhra be damned kehtay huay woh bhi inayyat ker daytay:p
abiehakhawaja 3 years ago
Kmaal Zarf ka muzahira kiya hai..jis ke liye yeh banda tahayaat mashkoor rahay ga,,,balkeh apni aany wali 7 pushton ko bhi hukm de jaye gaaa..ke ustani ji ki ataa't main hee amaan hai:)
tauseefqau 3 years ago
is izat afzaee per fakhra or no fakhra you will receive the khalaat
abiehakhawaja 3 years ago
:*(
tauseefqau 3 years ago
beautiful never seen this video before thanks sharing
Asif410 3 years ago
welcome janab..
tauseefqau 3 years ago