Added: 2 years ago
From: saifibrothers
Views: 14,375
Sort by time | Sort by thread (beta)

Link to this comment:

Share to:

All Comments (30)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
  • Mashallah...

    Allah ap ko hmari umer lga dai.aameen.faisal saifi

  • brother video player shaid kuchh problem hay is video ki video speed ziada hay plz normal speed k sath dobara upload karein. agar video ki speed increase kar di jae tu ajeeb sa feel huta hay

  • Subhan ALLAH, very beatutiful. Thanx for sharing brother.

  • What a Dancer.Mian Saifi

  • sorry to say but its not islam bhiao plz plz app khy mehrbani kisy ko be ghlee mat do AHLLA app ka bhla kary AHMEEN

  • Kote log kya ys Islam he??

    Tom to sab Kote ho or ye Dawus ke ham janta hi is ke bab bi kota ta mordar huwa.

    Aallah tom sap ko apne azab me dale.

  • @badboy4all

    na bhai aysa nai kehtay ye log allah ke aashiq hain or boht se logon ko zikar karne wala bana dia

  • Dakho Molvi Lagoo Ko Gomara Kar Raha Ja Islam Ni Ha

  • SubahnAllah.........Mehfil ki video dekh kar dil ko saroor aa gaya.

  • Haq Allah Tere Isaq ne nachaya Kar ke thayia thayia

  • WALIYOO sai batnee elaam HAZOOR SAW kai seena mubarik kaa noor jo islam ki rooh hai loogoo kai seenay mai pohchaanay kaa kaam HAZOOR SAW ki ummat kai WALI farmaa rahay hai ................loog kahtay hai deen mukamal hoo giyaa hai humay kiyaa zaroorat hai .........jee bilkul deen mukamal hoo giyaa hai abb kissee kitaab ya aur zahree elaam ki zaroorat nahi but batnee elam ummat tak pohchanay kaa waseela khud HAZOOR SAW nai ummat ko batayaa kai wo MERE UMMAT KAI WALIYOO SAI HASIL KAROO jo farz ha

  • Loog pochtay hai murshid ki kiyoo zaroorat hai iss liyee zaroorat hai kai kitabi elaam zahree elaam islam hum takk aa geyaa islam ki rooh ALLAH KAY NABI SAW kai seena mubarik sai jo miltee thee uss ka inteezaam bhee tu karnaa thaa iss leyee AAP SAW nai farmaya mere baad naboowat ka silsalaa khataam wilayaat ka silsalaa qiyamat tak chalay gaa .........means jo kaam NABI AS farmatay thay mere ummat ka ULMAA ......ULMAA wo nahi jo sirf books kaa alim hoo bulkay wo jo zahir aur batin donoo ma hoo

  • HAZRAT DATA GHANJ BAKHSH RA nai farmayaa islam kaa jism zahree aloom QURAN PAK aur HADEES MUBARIK hai aur islam ki rooh TASAWAAF means HAZOOR SAW kai seenay kaa wo noor jo aap sahaaba kai seenoo mai daltay thay ..... HAZRAT BILAL RA nai QURAN PAK sunaa ya islam ki books parhee kis cheez sai itnaa emaan pakaa milaa kai jaan jayee to jayee AHAD AHAD kahnaa naa chooraa wo HAZOOR SAW kai seena mubarik kaa noor thaa jo aap nai unn kai seena mubarik mai dalaa

  • Jahaan ALLAH KA WALI rahtaa hai wahan murdaay zindaa hoo jatay hai agar nazaar mubarik murdaa dil pai paray tu zikar jaree farmaa daitay hai ALIF ALLAH CHAMBAY DEE BOOTEE yaa HAZOOR SAW kai naeeb khalifaa jo islam kai teenoo shoboo ka elam rakhtay hai elaam e zaher bhee aur batnee bhee

  • Yaheen tu woo loog hai jo taqdeeray badal daitay hai

  • Qurbaan nighahay WALI pak mai yaa taseer dhaikhee badaltee hazaroo ki taqdeer dheekhee

  • assalam o alaikum ! SUBHAN ALLAH

    ya wo hi to loog hai jin kai baray mai AQAA DOO JAHAN saw nai farmayaa kai mere baad naboowat ka silsalaa khataam walayaat ka silsalaa qiyaamat tak chalay .............

  • Subhan Allah!!! absolutely amazing.. Maash Allah

  • Haq Allah¡¡¡¡

  • Sohna sohna sohna mera LAJPAL MURSHID SARKAR MIAN SAHIB.

  • SUBHAN ALLAH

    MASHA ALLAH

  • mehfil press club sialkot year 2007

  • Khak mujh main kamal rakha hy

    MURSHID ny smbhal rakha hy

    Mery aibon py dal kar parda

    mujh ko achon main daal rakha hy! wah g wah lajpal

  • mashallah brilliant mehfil

  • allah hu akbar sarkar mian saab arp kei kya baat hai

  • MASHALLAH SOHNA MURSHID

  • WOW!!!!!!!!!!!!!!!!!SONA MURSHID

Loading...
Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more