Ye video mujko bohath achi aur important lagthi he. Mujko apne deen se reconnect kurna he. Isiliye koi humari mudath kur saktha he aur mujay is thura ke spiritual videos ko direct kur saktha he? Jazaak Allah Kair.
Tamam doston se guzarish hai ke plz aap loag es baat ka khiyal rakhna kahin baton baton main aap loag Muhammad (SAWW) aur Hazrat Ali (RA) ki kahin toheen na kar batain....
Hume bahot zyada dukh hota hai jis tarah ali a.s ko jan se mara tha. To kya kare Allah pak farmate hai apne jism ko noksan pohchana tumhara haq nahi hai, maine tumhe paida kiya hai aur mujhe haq hai. Mai yaha zid karne nahi aaya hoon jo sawal mere mann Ya ali madad ke barain utthe hai usey saf karney aya hoon. Take care :)
Galat aisa mat kaho Ali (RA) ke bara main koi bhi wahabi kissi kisam ki bugaz nahin rakhta ... main apna nazriah bata hoon jo bhi Hazrat Ali (RA) se nafrat ka izzahar karay main usko musalmaan hee nahin samjta... meray bahi ... aap ko kissi se gala batain maloom ho rahi hain.
ok brother. likin tumhari bat say isa laga ta islye mainay kha. kunkay main nay Ya Ali Madad ka kha to tum nay Allah madad ka kha islye. any how take care.
Allah ham sab ko us rastay par chalnay ki taufeek ata farmai jispar chalnay sai woh razi hota hai ... aur woh hai Muhammad (SAWW) ka azeem Rasta... Thanks brother tc.
Mera ek sawal hai. Allah Pak kehta hai ki duniya aur akhirat mai tumhara koi madad karne wala nahi hai mere alawa. Muhammad PUUH se lake sab Adam PBUH sabne allah ki madad mangi hai, phir quran sharif mai kaha allah pak farmate hai ki ali (A.S) ki se madad mango..
agar bat isi hi to per jang e Khaibar main kun Rasul Pak S.W.A nay Ali A.S ko pukara ta. or dusri bat yai kay beshak sari power Allah tala kay sat hi likin ham Ali A.S ko wasila banatay hin kun kay wo Allah kay pyar banday hin. or agar ham Ali A.S say direct mangtay hin to is ka matlab yai nhi kay Ali A.S kay pas apni taqat hi balkay ham on say os taqat main madad mangtay hin jo on ko Allah talah nay di hi.
Interesting. Jab sari power allah talah mai hai, to app us tagat mai taqat kyu nahi mangte jo taqat dene wale hai. taqat ka badshah hai. na ke lenewala/mohtaj hai. Yani Yallah madad. Taqat to allah talah ne Muhammad PBUH ko bhi di thi, jo kafir par sirf thokne se tadapta raha. Kya app yeh bhi kehte hai ya muhammad PBUH madad? Aur taqat to jibril ko bhi di thi job puri duniya ko pichka sakta hai. To phir app yeh bhi kahenge Ya jibril Madad. Aur Hazrat eisa PHUH jo logo ko zinda karta tha..
Chalo man lete hai Rasul Pak and ali A.S ko pukara tha. Madad do tarah ki hoti hai. Insan jab zinda hota hai to usse madad mango to ek tarah ki hoti hai. Insan ke marne ke Madad mangna dosre tarah ki hoti jo allah pak sakt napasand hai.
@kohatian1114 Jo Allah ka siwaa ya allawa kisi aur say madaad Mangtay hai woh shirk kartay hai, Shia hazrat jo Pakistan aur India yah aur kisi aur jaga hai, Jo shia Ali say Madaad magtay hai woh shirk karta hai aur diarayaa Islam sah bhaar hai aur shirk karnay walay Mushrik hai aur Mushrik Kafir hai, so is ka matlab hoyaa Shia Kafir hai aur kafir bhi badthreen kisam ka, Lanat ho Kafiroo par
Realy intresting gor knowledge
bubblygee5 2 months ago
bohat achi video ha
TheSammaali 6 months ago
who gave this lecture?
Unsia 1 year ago
peace b upon all
SOHAILSTAR100 1 year ago
Allah sab ko maaf farmaye ............... Harat Ali ka mukam ham sab sy behtar hai
mubashar36 1 year ago
subhanallah buhot acha aor umda batata hai
abid23523 1 year ago
Ye video mujko bohath achi aur important lagthi he. Mujko apne deen se reconnect kurna he. Isiliye koi humari mudath kur saktha he aur mujay is thura ke spiritual videos ko direct kur saktha he? Jazaak Allah Kair.
miantheman 2 years ago
Tamam doston se guzarish hai ke plz aap loag es baat ka khiyal rakhna kahin baton baton main aap loag Muhammad (SAWW) aur Hazrat Ali (RA) ki kahin toheen na kar batain....
sheikhji2003 2 years ago 5
@sheikhji2003
zeeshannful 4 months ago in playlist 65
@sheikhji2003
zeeshannful 2 months ago
Maula salamat rakay Ya Ali (A.S) Madad kehnay walon.
kohatian1114 2 years ago 3
Allah un sab ko salamat rakhay JO sirf YA ALLAH Madad kehtay hain....
sheikhji2003 2 years ago 3
beshak likin tum wababi ho jo ya keh rhay ho allah tumhay hidayat day. tum log Ali A.S kay nam b nhi bardasht kar saktay
kohatian1114 2 years ago
Hume bahot zyada dukh hota hai jis tarah ali a.s ko jan se mara tha. To kya kare Allah pak farmate hai apne jism ko noksan pohchana tumhara haq nahi hai, maine tumhe paida kiya hai aur mujhe haq hai. Mai yaha zid karne nahi aaya hoon jo sawal mere mann Ya ali madad ke barain utthe hai usey saf karney aya hoon. Take care :)
TheGlitterStars1 2 years ago
@TheGlitterStars1 i m agree with u bro.
whic path u belive in islam?
santanaabraham 2 years ago
Im sunni bro. the follower of Muhammad PBUH farz and sunnat. :)
TheGlitterStars1 2 years ago
ok good, and whats ur opinion about tabligh jamat? or both r same?
santanaabraham 2 years ago
Galat aisa mat kaho Ali (RA) ke bara main koi bhi wahabi kissi kisam ki bugaz nahin rakhta ... main apna nazriah bata hoon jo bhi Hazrat Ali (RA) se nafrat ka izzahar karay main usko musalmaan hee nahin samjta... meray bahi ... aap ko kissi se gala batain maloom ho rahi hain.
sheikhji2003 2 years ago 3
ok brother. likin tumhari bat say isa laga ta islye mainay kha. kunkay main nay Ya Ali Madad ka kha to tum nay Allah madad ka kha islye. any how take care.
kohatian1114 2 years ago
Allah ham sab ko us rastay par chalnay ki taufeek ata farmai jispar chalnay sai woh razi hota hai ... aur woh hai Muhammad (SAWW) ka azeem Rasta... Thanks brother tc.
sheikhji2003 2 years ago
Mera ek sawal hai. Allah Pak kehta hai ki duniya aur akhirat mai tumhara koi madad karne wala nahi hai mere alawa. Muhammad PUUH se lake sab Adam PBUH sabne allah ki madad mangi hai, phir quran sharif mai kaha allah pak farmate hai ki ali (A.S) ki se madad mango..
TheGlitterStars1 2 years ago
agar bat isi hi to per jang e Khaibar main kun Rasul Pak S.W.A nay Ali A.S ko pukara ta. or dusri bat yai kay beshak sari power Allah tala kay sat hi likin ham Ali A.S ko wasila banatay hin kun kay wo Allah kay pyar banday hin. or agar ham Ali A.S say direct mangtay hin to is ka matlab yai nhi kay Ali A.S kay pas apni taqat hi balkay ham on say os taqat main madad mangtay hin jo on ko Allah talah nay di hi.
kohatian1114 2 years ago
Interesting. Jab sari power allah talah mai hai, to app us tagat mai taqat kyu nahi mangte jo taqat dene wale hai. taqat ka badshah hai. na ke lenewala/mohtaj hai. Yani Yallah madad. Taqat to allah talah ne Muhammad PBUH ko bhi di thi, jo kafir par sirf thokne se tadapta raha. Kya app yeh bhi kehte hai ya muhammad PBUH madad? Aur taqat to jibril ko bhi di thi job puri duniya ko pichka sakta hai. To phir app yeh bhi kahenge Ya jibril Madad. Aur Hazrat eisa PHUH jo logo ko zinda karta tha..
TheGlitterStars1 2 years ago
or dosri bat yai hi kay khaibar ka darwaza kitna bari ta. aj kal kay hisab say 800 mann yani
32000 kg ka ta. jo Hazrat A.S nay sirf 2 onglion ki taqat say isa okira ta jaisa mom. to khud socho kay yai kia am insan kam ho sakta hi.
kohatian1114 2 years ago
Chalo man lete hai Rasul Pak and ali A.S ko pukara tha. Madad do tarah ki hoti hai. Insan jab zinda hota hai to usse madad mango to ek tarah ki hoti hai. Insan ke marne ke Madad mangna dosre tarah ki hoti jo allah pak sakt napasand hai.
TheGlitterStars1 2 years ago
Allah tumhay hidayat day.
kohatian1114 2 years ago
Ameen, Aur allah talah aapko bhi ghehrai se sochne ki hidayat dey. :)
TheGlitterStars1 2 years ago
@kohatian1114
Ap jan boojh kr logon ko gumrah q kr rahe ho? ALLAH ka khuf kro. Ye Shirk ha. Ap Us se madd q nai mangte jis se Hazrat Ali (R.A) ne madd mangi.
wo kehte hein Ali (R.A) se mango, me kheta hoon Khuda se mango,
me hukm-e-Haider suna raha hoon, wo apni zid pr are hoe hein.
Ap khud Hazrat Ali (R.A) ki nafarmani kr rahe ho.
umarnisar100 1 year ago
@kohatian1114 Jo Allah ka siwaa ya allawa kisi aur say madaad Mangtay hai woh shirk kartay hai, Shia hazrat jo Pakistan aur India yah aur kisi aur jaga hai, Jo shia Ali say Madaad magtay hai woh shirk karta hai aur diarayaa Islam sah bhaar hai aur shirk karnay walay Mushrik hai aur Mushrik Kafir hai, so is ka matlab hoyaa Shia Kafir hai aur kafir bhi badthreen kisam ka, Lanat ho Kafiroo par
shazusa2000 1 year ago