Added: 4 years ago
From: lovehumanity
Views: 5,874
Sort by time | Sort by thread (beta)

Link to this comment:

Share to:

All Comments (11)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
  • wah wah chanda thanks to sharing this beautiful song.

  • janab dr-bukhari sahab yeh sceen film duppata ka hay . hero ajy kumar or heroin noor jahan hay . this is the answer of your question.

  • aray bhai ye pic to wesay hi lagai hui hay Noor Jehan ki yaad mein..iska Film Manzil say koi relation nahi. Ye song film Manzil 1960 ka hay jo background mein chal raha hay..wesay aap nay pic khoob pehchani.. Thanx :)

  • thanks for your comments.bhai or bhi mushkil sawal lay kar aany.koshish karangay jawab daay sakayn

  • bahut say sawal abhi maujood hain janab.. meray naam par double click kijay. is say mera profile page open hoga wahan say VIDEOS mein jayein aur search mein QUIZ likh kar dekhen..bahut say clips hain jinka koi Waris nahi bana ab tak..shayad aap ban jayein :)

  • aab to gana poora kar dijyae dr. sahib. itni lajajat say sab keh rahey hein.

  • dr. sahib ka wo hei keh baqoul zahra nigah:

    youn to adabay muhabbat mein sabhi jaiz tha

    phir bhi chup rehnay mein ik shanay dilawaizi thi

  • Khuda ki qasam, doc saab.. aap ne sabr ka paimaana labraiz kar diya hai.. aisey aisey heerey chhupaey baithey hain.. jaldi nikaalo warnaa....

  • kuchh clue to dijiye...qatil doctor...

  • clue ko goli maaro pa ji ye dekho kitni pyari dhun aur kitni khoobsurat jaghein li hain Madam nay.. aik aik lafz kamaal adaa kiya hay ..phir aakhir mein hummingggg .. qatlaam means qatl-e-aam.

  • Chalo is song ka clue day deta hoon. It is filmed on Neelo :)

  • the film is neend 1959

  • the film is neend

  • Sorry Janab its not from Neend :)

  • i am heart broken

  • ab to bata diya na :) Manzil 1960

  • NICE

Loading...
Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more