Jitna Moin Akhter nain humein saari zindagi hansaya hai aaj unhoan nain humein utna hi rula diya hai. Moin Akhter ko bhoolna buhat hi mushkil hai aur shayeid mein apni saari zindagi un ko bhula na sakoon. Woh sirf aik azeem adakaar hi na they balkeh aik azeem insan bhi they
Kitne sachey fankar ho tum Moin Akhter ! Tumne kitney khaab tarashey hamarey liye aur tum kabhi nahi bikey !! Tumhara kaha hua har lafz tumhaari zindagi ka akkaas hai. Zindagi bhar tum humein hansaatey rahey leikin aj tum ney rula diya. Tum ney kabhi apney dukh ko logon par zahir nahi honey dia.Yaqeen nahi aata k hum ney aaj aik ehd ko supurd-e-khaak kar diya.Humein muaaf kardena k hum ney tumhein bhi ganwa dia.
the most beautiful dolog by moain akhter
NoVeEnRaZA 2 months ago
great actor....RIP...
melbournepure 7 months ago
very nice
muhammadzohaib143 10 months ago
Jitna Moin Akhter nain humein saari zindagi hansaya hai aaj unhoan nain humein utna hi rula diya hai. Moin Akhter ko bhoolna buhat hi mushkil hai aur shayeid mein apni saari zindagi un ko bhula na sakoon. Woh sirf aik azeem adakaar hi na they balkeh aik azeem insan bhi they
aitizazahmad84 10 months ago 3
ham zindagi bhar jo hase hain ab un keliye zindagi bhar roenge
zaheerchitrali 10 months ago
"Fankaar bechaara Khaab bechta hai"
Kitne sachey fankar ho tum Moin Akhter ! Tumne kitney khaab tarashey hamarey liye aur tum kabhi nahi bikey !! Tumhara kaha hua har lafz tumhaari zindagi ka akkaas hai. Zindagi bhar tum humein hansaatey rahey leikin aj tum ney rula diya. Tum ney kabhi apney dukh ko logon par zahir nahi honey dia.Yaqeen nahi aata k hum ney aaj aik ehd ko supurd-e-khaak kar diya.Humein muaaf kardena k hum ney tumhein bhi ganwa dia.
Tumhare fan ki azmat ko salam !!
Jauhar Abbas
abbash395 10 months ago
0.22...thank you Chanda, lol!
TheHumzie 2 years ago
@TheHumzie =P
koolgirl1604 1 year ago