Sort by time | Sort by thread (beta)

Link to this comment:

Share to:

All Comments (12)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
  • very uniqe idea

    Allah sab ko samjhny ki taufeeq day

    many Thanks

  • aaj saray alim dr iqbal kay saleeqa e tashreeh ko apnana hoga

    iss tarah mahdood muqalladana tareeq e tashreeh say azad hojana chahye

    tashreeh maani ko jama karnay say hoti hai jazba e salamti ko jama karnay say hoti hai

    hikmat jahan bhi milay usay jama karnay say hoti hai

    hikmat jahan say bhi milay ye mo'min jo shadeed jazba e salamti ka hamil hai khoi hui meeras hai

    mard e momin scientist nahhi bulkay signtist hota hai

    one who studies signs of peace ( global order)

    signs of Allah

  • ye mera apna tasawwur hai kay jazba e baham salamti say wajood may anay wala inqelam azeem islam hai ye wo black hole of emotion of peace hai ya wo soor e israfeel hai jo tamam bandoun ko bari tala kay huzoor khada kardega

    musalman estelahat e islami kay baham talluq ko samajhnay may ghalati kartay haien

    dr iqbal inhi estelahat ka bahami talluq ko samajh kar nuqta e iman ki tafseer kar dali

  • emtezaj e jazba o hikmat e salamti iman hai

    tu islam ejtemayi baham salamti hai jo iman kay baghair na-mumkin hai

    shahaba ka bad agar ye ejtemayi jazba jis kisi nay jama kiya tu wo nooruddin zangi aur salahuddeen ayyoobi tha

    dr iqbal uss shakhs ko apna hero tasleem kartay haien jis kay pas jazba e salamti ashad ho aur hikmat e salamti uss ki zuban ho

  • dr iqbal apnay kalam may eshq ko iman say tabeer kiya

    eshq ka madda shouq hai aap nay Allah tala ko shouq e mutlaq say tabeer kiya aur wahein say wo sifat banda e mo'min wo sifat lazimi dekhtay haien

    aaj aap ko alim mil jaiyga laikin uss ka shouq nehayat hi pust milega

    ye nuqta e iman ko na samajhnay ki ghalati hai

    islam mushtarika baham salamti ka nam hai

    aur iman bahatreen emtezaj e ehsas o fikr ka nam hai

  • Tauseef, another great from U. thanks

  • Thanks for such a great work.

    Naeem Butt

  • Good, Tauseef. Thanks for translation and vid.

  • ay banda e momin tu kjai !! tu kujai !!

    great..

  • Very Iman Afroz ! Jizaak Allah Tauseef !

  • Well done!

  • awesome as always...

Loading...
Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more