mujh se be-maya , apnoon ki aur to khatir kia kerta
jab bhi sitam ka peekan aya, main ne seena khol diya
beetay lamhay dehan main aa ker mujh se sawali hotay hain
tu ne kis banjer matti main man ka amrat ghol diya
ashkoon ki ujli kaliyan hoon yaan sapnoon ke kundan phool
ulfat ki meezan main mein ne jo tha sab kuch tool diya
coluny 2 years ago