@haroonzafar yai ruhaniyat hai or ess ka zikar quran or hadith dono main hai.......or tasawuf ki bunyad hadees e jibrael hai jo bukhari kita bul iman ch no 2 hadith no 137 hai
jis ko manana hai baki hum ne ap ko dawat nama to nahi send kia k aa k video dakho kuch aqal se kam lo Allah tum ko hadayat day kise par ungali otahnay se pehlay soch lia karo tum khod ky ho inshAllah ak ak ka moonh band karon ga ...
@Uroojinator .....main ne kab kaha hai k hum nabi Pak SAWW ki pooja kartay hain Ap bahi Allah karayin Nabi Nabi karin inshAllah shafa ho gi ain abhi kuch jaldi main hon warna ap ko acha sa reply karta lakin karon ga inshAllah aur plz muj ko us ka jawab chaye ager ap ne sabaat kar dia k ap sahi ho aur hum galat hain main ap k maslak pe bait kar lon ga lakin zara soch samj k baat kia karin plz
@BabarMalik97 Oh, and btw, I'm not interested in "maslak" or "jama'at" of people, if your aqeeda is from the Prophet and Allah, then it's correct, if you're inventing it yourself, then I'm afraid it's not part of Islam..!!
Asalam-o-Alaikum mujhe ziada to nahi malom,Naqshbandi ke bare mai layken ,es Video ko dehkte hi mai rone laga hoon ,ur chahker abhi rona nahi roksakta.sach pocho to ro bhi nahi raha bas ansoo nikla jaraha hai.main bohot gunahgar hon.main Mohd Sohail Wakeel saheb se Duwa ka talabgar hon take Allah mujhee bhi isi raste main Qubul kare. ap ka ek bhai
@rayyantahir Chalay App ko itna tu pata hai k ye wajad hai or yaha distribution hoo rhe hai tu is mai bura kya hai yahe tu chiz hum mai nhi hai agar mill jay tu zindagi sawar jay
Bhai saab jise aap boora bool rahe ho is k bare main jan-ne ki koshish ki hai .. aap na baghar suche samje aap boora bool raheho .. khuda aap ko samaj aata farmaye ....Ameen
@mianmuhammadhanafisa Kia ghalat hai ya kia sahi. Did Prophet Muhammad (PBUH) did or allowed to do this thing or Sahaba did this? This is jahalat at its peak.
@SuperZeeba aap pagal hor?? mener kab kaha ta yer sajda karahein hain, mener english mein lika hai mashallah, aur mein bee saifi hun, sarkar wakeel saheb mera murshid hai faislabad mein, mein sarkar mian saheb ka ghulam hun, pir e archee ka gada hun, muje nai maloom aap kis kee baat kar ra hain??
This is not sakr in tasawwuf... its talbis iblis@ginie... beware of it
zidni8 3 weeks ago
There is only one way to find out....come and join Saifi Silsilla ....
sharjeelyarkhan 9 months ago
Who are they people ? Yarrrr ye hamen kia hota ja raha hai ...
Shariq2004 11 months ago
yeh islam ka konsa kam kar rahain hai iska zikar kisi jaga hai,,Quran main yah Hadees main?
haroonzafar 1 year ago
@haroonzafar yai ruhaniyat hai or ess ka zikar quran or hadith dono main hai.......or tasawuf ki bunyad hadees e jibrael hai jo bukhari kita bul iman ch no 2 hadith no 137 hai
zahrarana1 1 month ago
@haroonzafar yai tasawuf hai uss ko pahro sub sahmaj ajay ga
zahrarana1 1 month ago
what is islam this ?
Shagdi 1 year ago
jis ko manana hai baki hum ne ap ko dawat nama to nahi send kia k aa k video dakho kuch aqal se kam lo Allah tum ko hadayat day kise par ungali otahnay se pehlay soch lia karo tum khod ky ho inshAllah ak ak ka moonh band karon ga ...
BabarMalik97 1 year ago
sab k ab nashe my hea
ssskisaya 1 year ago
SubhanAllah
Allah
Allah
Allah
Thanks 4 Uploading Dear Bro....!!
Jalnay walay jaltay hain Muhammad (Saww) Karnay walay Muhammad (Saww) Kartay rahayin gay InshAllah..!!
BabarMalik97 1 year ago
@BabarMalik97 Nabi ki pooja kartay ho kia?
Uroojinator 1 year ago
@Uroojinator .....main ne kab kaha hai k hum nabi Pak SAWW ki pooja kartay hain Ap bahi Allah karayin Nabi Nabi karin inshAllah shafa ho gi ain abhi kuch jaldi main hon warna ap ko acha sa reply karta lakin karon ga inshAllah aur plz muj ko us ka jawab chaye ager ap ne sabaat kar dia k ap sahi ho aur hum galat hain main ap k maslak pe bait kar lon ga lakin zara soch samj k baat kia karin plz
BabarMalik97 1 year ago
@BabarMalik97 Aur yeh baat aap ko kia Nabi nay kahee thee? Ke meraa naam liya karo? Ya phir kaha tha k Allah ka naam liya karo?
Uroojinator 1 year ago
@BabarMalik97 Oh, and btw, I'm not interested in "maslak" or "jama'at" of people, if your aqeeda is from the Prophet and Allah, then it's correct, if you're inventing it yourself, then I'm afraid it's not part of Islam..!!
Uroojinator 1 year ago
Allah Allah
SubhanAllah
MashAllah
Noor hi Noor
Thanks Brother 4 such a G8 & nice Uploading
Jalnay walay jaltay hain
Ap apna kaam jari rakhyein
Allah ap ko Khush Rakhye AmeensumAmeeen
BabarMalik97 1 year ago
allah mafi de inhi logo ne islam ko mazak bana dya hai
ozzano87 1 year ago
Asalam-o-Alaikum mujhe ziada to nahi malom,Naqshbandi ke bare mai layken ,es Video ko dehkte hi mai rone laga hoon ,ur chahker abhi rona nahi roksakta.sach pocho to ro bhi nahi raha bas ansoo nikla jaraha hai.main bohot gunahgar hon.main Mohd Sohail Wakeel saheb se Duwa ka talabgar hon take Allah mujhee bhi isi raste main Qubul kare. ap ka ek bhai
Mrjustbefair1 1 year ago
@rayyantahir Chalay App ko itna tu pata hai k ye wajad hai or yaha distribution hoo rhe hai tu is mai bura kya hai yahe tu chiz hum mai nhi hai agar mill jay tu zindagi sawar jay
filzajm 1 year ago
@filzajm Sochnay ki baat yeh hain ke Hazrat Muhammad (saw) kyun nein wajad distribute kartay thay.. kia unn ke paas nein tha?
Uroojinator 1 year ago
Bhai saab jise aap boora bool rahe ho is k bare main jan-ne ki koshish ki hai .. aap na baghar suche samje aap boora bool raheho .. khuda aap ko samaj aata farmaye ....Ameen
mianmuhammadhanafisa 2 years ago
@mianmuhammadhanafisa Kia ghalat hai ya kia sahi. Did Prophet Muhammad (PBUH) did or allowed to do this thing or Sahaba did this? This is jahalat at its peak.
landwarrior82 1 year ago
awesome
Nabikeghulam 2 years ago
brillant naat and mehfil
muhammadiyasaifia786 2 years ago
excellent wajids reminds me of my pir o murshid sarkar wakeel saheb faislabad
nisbatmurshid 2 years ago
@nisbatmurshid ! sharam karo yar !!! sajda sirf Allah kee zat ko ha !!!! or ya jo dance kr rhan han !!!!! kuch akal sa kam looo !!! jahil mat bano
SuperZeeba 1 year ago
@SuperZeeba aap pagal hor?? mener kab kaha ta yer sajda karahein hain, mener english mein lika hai mashallah, aur mein bee saifi hun, sarkar wakeel saheb mera murshid hai faislabad mein, mein sarkar mian saheb ka ghulam hun, pir e archee ka gada hun, muje nai maloom aap kis kee baat kar ra hain??
nisbatmurshid 1 year ago