intezaar bhai main man gaya janab mohatram asghar khan sab ko waqai aisa composer nahi dekha mojoda door main asghar bhai ko mera salam aur ya ali madad kahna yeh amanat hai app kay pass mari ok
bhai jan 5 star kya main tu 1000 star dene ko dil chahata hai phir bhi ws nohay ka haq ada nahi ho ga kamal terz hai wah subhanallah geo mola ajar dey app ki pori team ko.
Bhai Jaan First Year Panjab Main Nohay Live Parhe Jate Hain Phir Kahin 4 5 years bad jiska dil kare cassette main release karle.Jaise Aynu Qaydi 5 Years Purana hai aur is saal Shabab ki assette main aya
Lekin irfan ne to chori kia hai shayar ka name bhi different hai
ho sakta hai irfan bhai ne sirf antra hi nauhe ka liya hai aur kisi aur shayar ke paas likhwaya hai. Maine itni gaur se irfan bhai ka nauha nahi suna isliye mujhe ye nahi pata ke misre same hai ya nahi. Bhai Yeh batao asghar bhai kahi jaarahe hai zikr-e-hussain karne?
Mashallah. Yaar mera bhi plan tha shaam jaane ka lekin ab nahi hosakta :-/ Asghar bhai ko kabhi Sweden ka bhi rasta dikha dena yaar.. hame bhi to mauka mile unke saath nauha parhne ka
ye to irfan hai der ke cassate may achu ka hai 2009may.
m57053 2 years ago
kisi aur maqte se parha hai usne
chori kia hai irfan haider ne
read more pn right hand side
intazaar15 2 years ago
sllam MOLLA APKO APNI HIFZ O AMANN MAIN RAKHY AP SADA ABAD RAHYN SHAD RAHYN ZIKRY HUSSAIN BELOSS KRTY RAHYN
safanaqvi 2 years ago
Awsomeeeeeeeeeee
Mula lumbi zindage dain
AKHussaini 2 years ago
MASALLAH
rizvimehdi 3 years ago
Gr8 noha and composing . Asghar khan ka style bohat khoobsoorat hay . Akhtar hussain akhtar say bohat milta hay.
Kiya koi relation hay in dono main?
Bilkul ravi road waalon ka touch hay.
great alam an great composition.
Plz akhtar hussain akhtar kay new kalam bhi upload karain.
Ya-Ali madad.
samgeotvv 3 years ago
asghar khan akhtar hussain ka shagird hai
bhai jaan ravi road ke videos to sari duniya upload karti hai mera kam asghar ko duniya ke samne lana hai
pir mola ali madad
intazaar15 3 years ago
indeed mashallah app na bilkul zabardast kaam kar rehen hain
main in ko utube pe dekh dekh ke in ka bara fan ho gya hoon
mashallah bohat acha composer hain asgher khan
n aap ki zindagi ho
hussaini mission aise hi bharta rehe!!!
ali ali
k4zmi 3 years ago
bhai,
asghar khan saab to chaa gayay hain . wel i must say akhtar nay shaagirdi k liyay bohat hi behtreen banda chuna hay.
khair akhtar bhai ki kiya report hay UK jaa kar kiyaa pakistan ko khaas tor say ravi road walon ko bhool to nahin gayay.
plz asghar khan ka koi urdu kalam upload kardain.
Mola Ali madad
samgeotvv 3 years ago
Bhai Jaan asghar Ka Urdu Kalaam Vo Khon Roke Uploaded Hai
UK Jake Akhter Ka Style Bhi Change Hogaya Hai Aur Ravi Ab AsghAR kE zIaDA nOHAY pARHTI hAI
intazaar15 3 years ago
This has been flagged as spam show
ye noha yo irfan haider ke cassate may achu ka hai 2009 may
m57053 2 years ago
jitna khoob likha hai utni he achhi tarz banaen hai aur utna he achha oarha gaya hai.buhut khoob mola salamat rakhay jis nay bhi ye vdo post ke hai
ashfaq9211i 3 years ago
Geeeeeeooo amazing noha
Thesomething12 3 years ago
Ya Ali mADAd
Geo AsghaR khaan mola salamat rakhay app ko, does any body give me this whole written noha plz
i will be very thank ful to u ...
frm
dar-e-sani-e-zehra ( dar-e-batool)karachi
asgharnaqvi 3 years ago
Asghar Khan Sarakhoon Per.. Is jesay koi bhi nahi...Hidden Talent !
cityof50cent 3 years ago
wa gee wa
shahsaqi 3 years ago
intezaar bhai main man gaya janab mohatram asghar khan sab ko waqai aisa composer nahi dekha mojoda door main asghar bhai ko mera salam aur ya ali madad kahna yeh amanat hai app kay pass mari ok
alishah110 3 years ago
Bhai jaan Apka salaam Pohonch Gaya Lekin Request Hai
Is Video ko 5 Star Rate Karen
intazaar15 3 years ago
bhai jan 5 star kya main tu 1000 star dene ko dil chahata hai phir bhi ws nohay ka haq ada nahi ho ga kamal terz hai wah subhanallah geo mola ajar dey app ki pori team ko.
alishah110 3 years ago
vey nice very nice sooz...
shahsaqi 3 years ago
Mashalllah aa hi gya Yeah Nouha Wah wah Geo maula dei Matam Furqan bhai App buhat kam ker rahay ho
jigeryaseen 3 years ago
thanks bhai jaaan
bas bibi apna karam banai rakhe mujhe videos milte rahen main shair karta rahunga
intazaar15 3 years ago
to yeh nauha unho ne kyo release nahi kiya abhi tak? Is nauhe ko to irfan bhai ne release kiya hai na apni cassete me?
Sirfyahussain 3 years ago
Bhai Jaan First Year Panjab Main Nohay Live Parhe Jate Hain Phir Kahin 4 5 years bad jiska dil kare cassette main release karle.Jaise Aynu Qaydi 5 Years Purana hai aur is saal Shabab ki assette main aya
Lekin irfan ne to chori kia hai shayar ka name bhi different hai
intazaar15 3 years ago
bhai maula ka zikr hi to kiya hai.. isme chori ki baat kaise ho? meri baat ko galat nahi samajhna lekin bibi paak dono ke nauhe ko qabool kare
Sirfyahussain 3 years ago
Mere Bhai Yaqeenan Ye Mola Ka Zikr Hai Lekin Kisi Shayar Ke Kalam Ko Leke Kisi Aur Shayar Ka Nam Likh Dena Ye Kahan Ka Insaf Hai?
Agar Us Nohay Ke Maqte Main Hasnain Akber Likha Jata To Us Nohay Ki tarseer Kam To Nahi Honi Thi
Bibi Kabul Karne Vali Hai Lekin Main Is Bat Ke Khilaf Hon
intazaar15 3 years ago
ho sakta hai irfan bhai ne sirf antra hi nauhe ka liya hai aur kisi aur shayar ke paas likhwaya hai. Maine itni gaur se irfan bhai ka nauha nahi suna isliye mujhe ye nahi pata ke misre same hai ya nahi. Bhai Yeh batao asghar bhai kahi jaarahe hai zikr-e-hussain karne?
Sirfyahussain 3 years ago
INSHAH ALLAH Shaam Jaega Mere sath ap bhi ana
Shehzade Antre Beshak kisi aur ke hon mukhra sani to hasnain ka hai na vo bhi to ek sher hi hi
intazaar15 3 years ago
Mashallah. Yaar mera bhi plan tha shaam jaane ka lekin ab nahi hosakta :-/ Asghar bhai ko kabhi Sweden ka bhi rasta dikha dena yaar.. hame bhi to mauka mile unke saath nauha parhne ka
Sirfyahussain 3 years ago
U R Most Welcome Yaar Lekin Vo Sialkot Se Karachi Nahi Jata Kehta Hai Jahan Bibi Ne Duty Lagai Hai Vahan Thek Hon
3 Year Peeche Parhne Ke Bad Shaam Ke Liye Mana Hai
Anyways Apko Ek Videos Send Karta Hon Vo Sunke Mujhe Batana Kaisa Hai
Apne Asghar Teer Nu Suna Mere Channel Main?
intazaar15 3 years ago
Jazakallah.. bohot intezaar kiya hai is nauhe ka.
Asghar khan ne kamaal kardiya
Sirfyahussain 3 years ago
Sarkar Asghar To Phir Asghar hai
Hasnain Akber Ne Is Se Acha Vichhora Aj Tuq Nahi Likha
intazaar15 3 years ago
Ya Ali madad mula salamat rakhey
zaminawan 3 years ago
wah wah wah Geo Geo Geo
jigeryaseen 3 years ago