wah wah lugta hai ess dafaa eid kay tohfay advance mein aap ney share kernay ka irada ker liya hai wah kia song hai never heard it before kia quality hai audio video ki baat hai janab
ji haan..shayad is liay kay sirf aik song likh kar wo backout kar gayay thay kay apna kaam nahi. i think Tanvir Naqvi sahab kay punjabi geeton (in almost 20 movies e.g. att khuda da vair being the most popular) ki maqbooliyat dekh kar un ko motivation hui hogi.
1961 ki Khwaja Khurshid Anwar ki movie Ayyaz mein tamaam songs sirf Tanvir Naqvi kay likhay huay hain lekin title dekhen to us mein Qateel Shifai ka name bhi likha hay so titles kabhi ziyada reliable nahi.
oay hoay ............... wah
InsaaniatDost 1 year ago
very good song
SuperAnus88 1 year ago 2
VERY BEAUTIFUL UPLOAD THANX DEAR FOR SHARING
ShafqatHJatoi 1 year ago
This has been flagged as spam show
Film: Basheera
Released on: July 21, 1972
Actors: Rozina, Habib, Aaliya, Nimmo, Rangeela, Rafiq Mochha, Meena Chodhary, Tahira, Khayyam, Raj Multani, Imdad Hussain, Taya Barkat, Ilyas Kashmiri and Sultan Rahi
Producer: Aslam Daar & Qamar Butt
Director: Aslam Daar
Music: Kemal Ahmad
Lyrics: Mushir Kazmi, Bashir Khokhar, Asif jah
Singers: Madam Noor Jehan, Irene Perven, Tasawur Khanum, Masood Rana
ezeeusb 1 year ago 2
wah wah lugta hai ess dafaa eid kay tohfay advance mein aap ney share kernay ka irada ker liya hai wah kia song hai never heard it before kia quality hai audio video ki baat hai janab
thnx for this lovely video.
Asif410 1 year ago 2
.me whispers in ur ear Mir sahab... this particular song is penned by Qateel Shifai marhoom..One of the very rare Punjabi songs by him.
lovehumanity 1 year ago
@lovehumanity Dr.sahib Aap ka dil se shukria title pe tu qateel shifai sahib ka naab likha bhi nahi hoa
mir963 1 year ago