Pakistan to in ko jornay k liey hi bana tha magr aaj Kuch Bairuni takato aur naahel hukmiranoo ki waja say aaj aik dusrey say dur bhag rahay hain ...........
Ek dayare noor o nikhat wadiye mehran hai
noor aankhoon ka meri khaq e balochistan hai
Dil hai sarhad ki zameen, punjab jism o jaan hai..................
A true legend of Pakistannn...... :D
We proud of u omer bhai....
saqi203 1 year ago 2
jitna bara LAHORE hai .... utnaa saadaaa JOUHARR hai...... :D
KARACCCHHIIIIII....... ROCKSSSSSSSSSSS
saqi203 1 year ago
@saqi203 ab is main lahore or jouharr ki baat kahan say agai.........
tum loog bas tafreeq paida kartay raha karo aur koi kaam hi nai hai..........
Plz Think as a Pakistani...........
hastalgill 7 months ago
@hastalgill you're right
At least we should think as a pakistani. aaj kal 14 August, 14 August nahi. 6 sept ka josh hum main nahi
23 March hum ko yaad nahi
bus yaad hai tu bus ye yaad hai k new indian movie konsi hai or ye k Darhi wala shakas terrorist hai
jab k ye sab batain kabhi hamaray dillon main the he nahi, paida kar di gye hain
Pakistan Painda baad
TheMrKarachi 6 months ago
@TheMrKarachi
U r Absolutely right brother ..........
Hum main wo josh phr say jaga na ho ga , jo k khtam kardia gaya hai.........
Agar yahan karachi main kuch galat ho to lahore walay ko bhi wohi takleef ho ........
agar peshawar main khushi manai jai to karachi main bhi woh ushi josh sau manai jai........
jo Queta main halat kharab hon to lahore walay bhi apnay bhaion k liey jan ki bazi laga dain ......
hastalgill 6 months ago
Pakistan to in ko jornay k liey hi bana tha magr aaj Kuch Bairuni takato aur naahel hukmiranoo ki waja say aaj aik dusrey say dur bhag rahay hain ...........
Ek dayare noor o nikhat wadiye mehran hai
noor aankhoon ka meri khaq e balochistan hai
Dil hai sarhad ki zameen, punjab jism o jaan hai..................
Yay Mera Pyara Watan Pakistan hai...........
hastalgill 6 months ago 2
@hastalgill Wah!
yaar abhi tum jesay log hain Inshallah ye mohabbat kabhi khatum nahi hogi
Ameen
bus media ka kirdar bhe sahi nahi
bilkul sahi kaha lahore or karachi ka
pechlay dino ik prog dekha jis main lahore walay karachi walon say nafrat ka izhar kar rahay thay infect islamabad walay bhee
Dost duwaon main yaad rakhna :)
TheMrKarachi 6 months ago