Added: 2 years ago
From: KhurramDBG
Views: 89,222
Sort by time | Sort by thread (beta)

Link to this comment:

Share to:

All Comments (19)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
  • my best of singer and his best GAZAL .

    god gifted

    JAMMY

    DHAKA

    jammyusa@yahoo.com

  • Mesmerizing Magic Hits you Again

  • boom song man good blees you in havan..............aman jassal

  • GREAT SONG AT ANY PLATEFORM

  • remind me of my love

  • wo tere naseeb kee barishain kisi aur chat pe barse gain .dill bekhabar meri baat sun ussey bhool ja..... main to ghum tha tere he dayan main teri aas tere gumaan main ...saba keh gai mere kaan main mere saath aa ussey bhool ja...kisi aankha mian nahi ashak e gham tere bahd kuch b nahi hai kamm ...tujhe zindagi ne bhula diya tu b muskara ussey bhool ja

  • wo tere naseeb ki barishein kisi aur chatt pe baras gyi... :(

  • living legend through his voice!!!!!!!!!!!!!!

  • No Doubt its a great song by Nusrat F A K.

    But credit also goes to Amjad Islam Amjad for this beautiful poetry..

    Ammazingggggggg........ 2 great talented people worked together for this master pcs.

    Thanks for Upload.

  • one of the best by ustaad Nusrat.....thx for uplaoding

  • zabardast or koi nahi is jahan me aap se bad ke NUSRAT FATEH ALI KHAN

  • wow!any1 please send me lin for download in mp3 version.

  • tujhay chand bun kay mila tha jo baray sahilon pe kihla tha jo

    wo tha aik darya wasaal ka so utar gya usay bhol ja

    My Favt Lines Read From Down to Up

  • na wo aankh hi teri aankh thi na wo khawaab hi tera khawaab tha

    dil muntazaar tu ye kis lyae hai tera jagna usay bhol ja

    ye jo raat din ka hai keehl sa usay dehk us pe yaqeen na ker

    nahi aaks koi bhi mustaqil ser-e-aainah usay bhol ja

    jo basaat jaan hi ult gya wo jo rastay se palat gya

    usay roknay se hasool kyia usay mat bula usay bhol ja

    tu ye kis lyae shub hijar kay usay her sitaray main dekhna

    wo falak keh jis pe milay thay hum koi aur tha usay bhol ja

  • kisi aankh main nahi ashk gum, teray baad khuch bhi nahi hai kum

    tujhay zindgi nay bhula dya tu bhi muskara usay bhol ja

    kahin chak jaan ka rafoo nahi kisi aastin pe laho nahi

    keh sheheed rah milal ka nahi khoon baha usay bhol ja

    kyion ata hua hai ghubar main gum zindgi kay fishar main

    wo jo darj tha teray bakht mein so wo ho gya usay bhol ja

  • kahan aa kay ruktay thay rastay kahan moor tha usay bhol ja

    wo jo mil gya usay yaad rahk jo nahi mila usay bhol ja

    wo teray naseeb ki baarishian kisi aur chat per bars gyain

    aay dil! Bekhabar meri baat sun usay bohl ja usay bhol ja

    main tu gum tha teray hi dehaan main teri aas teray guman main

    saba keh gyai meray kaan main meray saath aa usay bhol ja

  • Superb.....ultimate.really lyk its lyrics.

  • best song

Loading...
Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more