That is your job to find out. By the way did your RS Guru teach you such language? Good going. Probably this forms a part of RS teachings. I am being enlightened... Thanks.
bani guru guru hai bani.soami ji maharaj da guru kewal shabad si.kite eh shabad lupt na ho jave is karke ohna ne apni jagah te baba jaimal singh ji nu eh jimewari sopi si and he is doing same as his guru do.
Guru ton bagair gal bann hi nahin sakdi. Jehra sachha Guru hunda hai ohda koi na koi Guru zaroor hovega. Kai Guru edda de ne jinha nu Rabb ne aap aa ke naam ditta Guru roop de vich. Eh kehna tuhada ki Shiv Dayal ji da Guru "Shabad" siga, eh galat hai. Ohna nu kisi vee guru vallon koi aadesh nahin sigaa naam jappan da te dain da. Is layi eh RS panth shuruaat ton hi galat haiga. Ek gal hor hai. Eh Shiv Dayal ji hukka pinde sigay. Hukka peen vala Guru nahin hunda, galt hunda.
tum larte rahoge marte rahoge--jo unko maanege woh hamesha k liye unke beech miljaynge--WAT IS THE gurtantee that an uneducated person will get the MBBS DEGREE after his DEATH?
Tum log kab sudhroge? Bhai saab, sab kuch galat hai aapke panth mein. Naam galat aur Gyan galat. Kuch haasil nahin hoga. Time waste kar rahe ho. Satpurush ko nirakaar mante ho jab ki Parmatma akaar mein hai. Kar Naino Didar ka sahara lete ho aur Kabir Sahib ke is shabad ka ek matlab tak nahin samajhte aapke Gurujan. Surat Shabad yog ki baat karte ho aur yeh bhi nahin pata ki surat kya hoti hai aur shabad kya hota hai. Ab ye batao ki chittar kaun khayega jab upar jayega?
Sahib Kabir to sharaab pene ki aur vaishya (jo unki shishya thi) ke saath haathi pe baith kar leela kar rahe the lekin Shiv dayal ji to hukka petey the. Hukka peena galat hai mere bhai. Now dont tell me ki Shiv Dayal ji leela kar rahe the. Only fools will believe you. Hukka peena aur fir bhagwaan ko paana impossible hai aur yehi haal Shiv Dayal Ji ka hua. Bhoot ban kar apni shishya bukki ji me aa gaye aur fir bhi hukka hi petey rahe.
Kabir saheb ne guru ramanand ko guru isiliye banaya jab kabeer ji nadi kinare pade thhe or ramanand ji ka paanv kabeer saheb ko bachate hue laga, kabeer saheb ko guru ramanand ne leela k waqt apna beta kaha..n more story tell u later in detail
Aisa hi hua tha. Aur yeh Sahib Kabir ne Guru aur Shishya ki parampara banane ke liye kiya tha. Sahib Kabir ne yehi bataya tha ki Guru ke binaa mukti nahin ho sakti. Guru banana zaroori hai. Shiv Dayal ji ka koi Guru nahin tha. Yeh basic point hai. Wahi se ye panth fail hai aur fazool ka hai. Panth manmukhi hai aur binaa kisi ki agyaa ke bana hai. Aur aage ja ke bhi bahout sare RS Guru aise hain jinko aadesh nahin tha naam dene ka aur panth chalaney ka.
@whitedewdrop TUJHE BATAYA HAI KYA KISI NE K BINA AAGYA K BANA HAI, TU MILA HAI KYA SHIV DAYAL JEE SE YA UNKE GURU SE... BHAI TUM MIL KABHI NO VOILENCE TUJHE SHIV DAYAL JE SE MILVA DUNGA LIVE JO POOCHNA HAI POOCH LIYO... AUR DUNIYA KI BAAT KARTE HOTUMHE KISNE AAGYA DI YEH DHOONG KARNE KI AUR NAAM DENO KI "OM-SOHANG" GALAT NAAM HAI YOU MORONS... KHUD TOH GHADDE ME GIR HI RAHE HO BHOLI JANTA KO BHI GIRA RAHE HO....,
Sant kabir k pose me photo khichwane se kamal k phool pe photo khichwane se koi kabeer nahin ban jata. Mujhe hassi aati hain totton(parrots) par... tum kitabe padh k khud ko sant kehte ho, kabeer ji ki asli kahani pata hoti toh ye dhong na karte rampal ji... khud toh aap kabeer k pose me photo khicwate ho dusre ko guruon ko aap kuch samjhte hi nahi... aap ko kisne keh diya k aap jagat guru ho... jagat guru kabir jee hi hain or rahenge
@sanjeevbhatia7777 Hamare isht dev poorn parmatma kabir sahib hain. Aur guruji ko isht dev maan kar hi bhakti ki jaati hai. Ab guruji ne to kisi pose me photo nahi khichwai wo to hum bhakto ke kahne per khuch pose diye aur kamal ke phool par humne photo lagwayi hai. kabir sahib kahte hain-" Mam sant jaan mera hi swaroopam". Baad baki kisi bhi pose me ho guruji to guruji(parmatma) hi rahenge. Ab aap batao aapne apne guru ki photo aakash se dekhte huwe banwaya hai. Kya aapke guru aakash me contd..
@sanjeevbhatia7777 contd.. rehte hain kya?. Ek jhola chhap doctor( bina padhe huwe) mbbs doctor ko dekh kar kahta hai are tu to 5 saal laga diye padhne mein hum to paas wale doctor ko dekh kar hi sikh liye. Ab jhola chhap doctor ne koi course kiya nahi hotaa hai to wo doosre ko kya batayega, jis course se uski galti pakri jaati hai to bolta hai course hi galat hai. Kitna majak sa lagta hai maa baap hai guru hi nahi hai. Kabir parmeshwar ke maa baap nahi the, guru banane ki jaroorat nahi cntd..
@sanjeevbhatia7777 cntd..guru ki jaroorat nahi thi lekin guru banaye kyonki aap jaise log ye na kehne lage kabir ji ne kaun sa guru banaya tha. ab radhaswami panth kabir sahib ke shabd(kar nano deedar) ko apna aadhar samjhta hai, ab gyan kabir sahib ka use karte ho to parmeshwar jagat guru kaun kabir sahib hi huwe na. ye paramdhani radhaswami shiv dayal kaise ho gaya. Aapke jaankari ke liye bata doon ki kabir sahib 600 saal pehle aakar hamesha ke liye chale nahi gaye. wo samay-samay par contd..
@sanjeevbhatia7777 contd.. apni payari aatma ko mile hain jinmese khuch hai dadu ji, ghisa ji, garibdas ji. aur kabir parmeswar hi ne Ramapal ji ko jagatguru, satguru banya hai.
@sanjeevbhatia7777 Totton ka swabhaw ratne ka hota hai, wo yaad to kar leta hai par samajh nahi pata rate line ka matlab kya hota hai. Is logic se to totte radha swami panthi hai jo " kar nano deedar " shabd ko rate huwe hai par usme hi paanch naam likhe hai jisko ab tak nahi samajh paya.
@sanjeevbhatia7777 chalo thodi der ke liye maan lete hain shiv dyal jo doosre ke gyan se apna panth chalata hai bhagwan hai. Ek baat batao wo tera naukar hai kya jo baar-baar aades deta rehta hai maaf kar dijiye. Ab uske badle tu hi faisla le le kisko maaf karna hai kisko chorna hai. Kitni hassi aati hai tum moorkho ki baat sunkar - Apna gyan ek bhi nahi hai saare ulte-sulte gyan doosre ke fir bhi parm dhani, parmeshwar.
Kabir Sahib ne Guru Ramanand ji ko apna Guru banaya tha. Guru ke binaa gati nahin hoti. Tumhare Guru ne koi gyan nahin diya tumko. Unko khud gyan nahin tumhe kya denge. Khud to wo hukka petey the. "amal ahari aatma kabhi na utre paar". Ye sab vikaar karne wale kabhi paar nahin hote. Isliye wo khud bhoot baney. Ab kaun samjhye tumhe.
Tu sab se badaa bewakoof hai. Tereko basic gyan bhi nahin hai. Kaunsi duniya se aaya he. Gadhe tereko sharam aani chahiye ye fazool ke sawaal poochte hue. Padhe likhe anpadh.....
Ab tereko nahin pataa to iska matlab Guru Nanak Dev Ji ka koi Guru Nahin tha. Tereko hajam nahi hoga agar maine bataa diya to. Jaa kar SGGS padh aur khud pataa kar le Guru Nanak Dev Ji ka Guru kaun tha. Poori SGGS "Satguru" ki mahima se bhari hui hai.
@toocoolbuddha

whitedewdrop 2 weeks ago
bani guru guru hai bani.soami ji maharaj da guru kewal shabad si.kite eh shabad lupt na ho jave is karke ohna ne apni jagah te baba jaimal singh ji nu eh jimewari sopi si and he is doing same as his guru do.
satnamsingh1984radha 4 weeks ago
@satnamsingh1984radha
Guru ton bagair gal bann hi nahin sakdi. Jehra sachha Guru hunda hai ohda koi na koi Guru zaroor hovega. Kai Guru edda de ne jinha nu Rabb ne aap aa ke naam ditta Guru roop de vich. Eh kehna tuhada ki Shiv Dayal ji da Guru "Shabad" siga, eh galat hai. Ohna nu kisi vee guru vallon koi aadesh nahin sigaa naam jappan da te dain da. Is layi eh RS panth shuruaat ton hi galat haiga. Ek gal hor hai. Eh Shiv Dayal ji hukka pinde sigay. Hukka peen vala Guru nahin hunda, galt hunda.
eternalsupreme1 4 weeks ago
tum larte rahoge marte rahoge--jo unko maanege woh hamesha k liye unke beech miljaynge--WAT IS THE gurtantee that an uneducated person will get the MBBS DEGREE after his DEATH?
Jimmy00990 2 months ago
@Jimmy00990
kisko manega aur kisme miljayenge? Please clarify.
eternalsupreme1 2 months ago
@rampal.... SUDHAR JAO ABHI BI WAQT HAI... BABA JI CHITTAR LAGTE BADI ZOR SE HAIN OR DIKHAI BHI NAHI DETE... RADHA SOAMI
sanjeevbhatia7777 2 months ago
@sanjeevbhatia7777
Tum log kab sudhroge? Bhai saab, sab kuch galat hai aapke panth mein. Naam galat aur Gyan galat. Kuch haasil nahin hoga. Time waste kar rahe ho. Satpurush ko nirakaar mante ho jab ki Parmatma akaar mein hai. Kar Naino Didar ka sahara lete ho aur Kabir Sahib ke is shabad ka ek matlab tak nahin samajhte aapke Gurujan. Surat Shabad yog ki baat karte ho aur yeh bhi nahin pata ki surat kya hoti hai aur shabad kya hota hai. Ab ye batao ki chittar kaun khayega jab upar jayega?
whitedewdrop 2 months ago
Abhi toh aako kabeer saheb k vesheya sharab or hukka lella k baare me nahi pata, bhed khul gaya to bada pachtaoge, khuda se daro or ninda se bacho
sanjeevbhatia7777 2 months ago
@sanjeevbhatia7777
Sahib Kabir to sharaab pene ki aur vaishya (jo unki shishya thi) ke saath haathi pe baith kar leela kar rahe the lekin Shiv dayal ji to hukka petey the. Hukka peena galat hai mere bhai. Now dont tell me ki Shiv Dayal ji leela kar rahe the. Only fools will believe you. Hukka peena aur fir bhagwaan ko paana impossible hai aur yehi haal Shiv Dayal Ji ka hua. Bhoot ban kar apni shishya bukki ji me aa gaye aur fir bhi hukka hi petey rahe.
whitedewdrop 2 months ago
Kabir saheb ne guru ramanand ko guru isiliye banaya jab kabeer ji nadi kinare pade thhe or ramanand ji ka paanv kabeer saheb ko bachate hue laga, kabeer saheb ko guru ramanand ne leela k waqt apna beta kaha..n more story tell u later in detail
sanjeevbhatia7777 2 months ago
@sanjeevbhatia7777
Aisa hi hua tha. Aur yeh Sahib Kabir ne Guru aur Shishya ki parampara banane ke liye kiya tha. Sahib Kabir ne yehi bataya tha ki Guru ke binaa mukti nahin ho sakti. Guru banana zaroori hai. Shiv Dayal ji ka koi Guru nahin tha. Yeh basic point hai. Wahi se ye panth fail hai aur fazool ka hai. Panth manmukhi hai aur binaa kisi ki agyaa ke bana hai. Aur aage ja ke bhi bahout sare RS Guru aise hain jinko aadesh nahin tha naam dene ka aur panth chalaney ka.
whitedewdrop 2 months ago
@whitedewdrop TUJHE BATAYA HAI KYA KISI NE K BINA AAGYA K BANA HAI, TU MILA HAI KYA SHIV DAYAL JEE SE YA UNKE GURU SE... BHAI TUM MIL KABHI NO VOILENCE TUJHE SHIV DAYAL JE SE MILVA DUNGA LIVE JO POOCHNA HAI POOCH LIYO... AUR DUNIYA KI BAAT KARTE HOTUMHE KISNE AAGYA DI YEH DHOONG KARNE KI AUR NAAM DENO KI "OM-SOHANG" GALAT NAAM HAI YOU MORONS... KHUD TOH GHADDE ME GIR HI RAHE HO BHOLI JANTA KO BHI GIRA RAHE HO....,
sanjeevbhatia7777 2 months ago
Sant kabir k pose me photo khichwane se kamal k phool pe photo khichwane se koi kabeer nahin ban jata. Mujhe hassi aati hain totton(parrots) par... tum kitabe padh k khud ko sant kehte ho, kabeer ji ki asli kahani pata hoti toh ye dhong na karte rampal ji... khud toh aap kabeer k pose me photo khicwate ho dusre ko guruon ko aap kuch samjhte hi nahi... aap ko kisne keh diya k aap jagat guru ho... jagat guru kabir jee hi hain or rahenge
sanjeevbhatia7777 2 months ago
@sanjeevbhatia7777
Yeh kahani aapki samajh se bahar hai. Ispe koi tippani dena abhi uchit nahin hai. Time aane par swayam jawab mil jayega
whitedewdrop 2 months ago
@sanjeevbhatia7777 Hamare isht dev poorn parmatma kabir sahib hain. Aur guruji ko isht dev maan kar hi bhakti ki jaati hai. Ab guruji ne to kisi pose me photo nahi khichwai wo to hum bhakto ke kahne per khuch pose diye aur kamal ke phool par humne photo lagwayi hai. kabir sahib kahte hain-" Mam sant jaan mera hi swaroopam". Baad baki kisi bhi pose me ho guruji to guruji(parmatma) hi rahenge. Ab aap batao aapne apne guru ki photo aakash se dekhte huwe banwaya hai. Kya aapke guru aakash me contd..
kr2ashu 2 months ago
@sanjeevbhatia7777 contd.. rehte hain kya?. Ek jhola chhap doctor( bina padhe huwe) mbbs doctor ko dekh kar kahta hai are tu to 5 saal laga diye padhne mein hum to paas wale doctor ko dekh kar hi sikh liye. Ab jhola chhap doctor ne koi course kiya nahi hotaa hai to wo doosre ko kya batayega, jis course se uski galti pakri jaati hai to bolta hai course hi galat hai. Kitna majak sa lagta hai maa baap hai guru hi nahi hai. Kabir parmeshwar ke maa baap nahi the, guru banane ki jaroorat nahi cntd..
kr2ashu 2 months ago
@sanjeevbhatia7777 cntd..guru ki jaroorat nahi thi lekin guru banaye kyonki aap jaise log ye na kehne lage kabir ji ne kaun sa guru banaya tha. ab radhaswami panth kabir sahib ke shabd(kar nano deedar) ko apna aadhar samjhta hai, ab gyan kabir sahib ka use karte ho to parmeshwar jagat guru kaun kabir sahib hi huwe na. ye paramdhani radhaswami shiv dayal kaise ho gaya. Aapke jaankari ke liye bata doon ki kabir sahib 600 saal pehle aakar hamesha ke liye chale nahi gaye. wo samay-samay par contd..
kr2ashu 2 months ago
@sanjeevbhatia7777 contd.. apni payari aatma ko mile hain jinmese khuch hai dadu ji, ghisa ji, garibdas ji. aur kabir parmeswar hi ne Ramapal ji ko jagatguru, satguru banya hai.
kr2ashu 2 months ago
@sanjeevbhatia7777 Totton ka swabhaw ratne ka hota hai, wo yaad to kar leta hai par samajh nahi pata rate line ka matlab kya hota hai. Is logic se to totte radha swami panthi hai jo " kar nano deedar " shabd ko rate huwe hai par usme hi paanch naam likhe hai jisko ab tak nahi samajh paya.
kr2ashu 1 month ago
Hazoor swami shiv dayal ji inn bevakufo ko maaf karna,ye nahi jante ye kya kar rahe hain or kahan ja rahe hain
sanjeevbhatia7777 2 months ago
@sanjeevbhatia7777
Hukka peney wala kya maaf karega kisiko. Wo bhagwaan nahin the. Wo ek normal insaan the.
whitedewdrop 2 months ago
@sanjeevbhatia7777 chalo thodi der ke liye maan lete hain shiv dyal jo doosre ke gyan se apna panth chalata hai bhagwan hai. Ek baat batao wo tera naukar hai kya jo baar-baar aades deta rehta hai maaf kar dijiye. Ab uske badle tu hi faisla le le kisko maaf karna hai kisko chorna hai. Kitni hassi aati hai tum moorkho ki baat sunkar - Apna gyan ek bhi nahi hai saare ulte-sulte gyan doosre ke fir bhi parm dhani, parmeshwar.
kr2ashu 2 months ago
Yeah log apne purvajanam ke punya sath le kar chalte hai
tanish73 3 months ago
Kabir g ka guru kaun tha
Rehman ji ka guru kaun tha
tanish73 3 months ago
@tanish73
Kabir Sahib ne Guru Ramanand ji ko apna Guru banaya tha. Guru ke binaa gati nahin hoti. Tumhare Guru ne koi gyan nahin diya tumko. Unko khud gyan nahin tumhe kya denge. Khud to wo hukka petey the. "amal ahari aatma kabhi na utre paar". Ye sab vikaar karne wale kabhi paar nahin hote. Isliye wo khud bhoot baney. Ab kaun samjhye tumhe.
whitedewdrop 3 months ago
Ram bhagwan ka bhi koi guru nahi tha
tanish73 3 months ago
@tanish73
Ram Bhagwan ne bhi guru banaye the. Guru Vashish Ram bhagwan ke guru the. Tanish tu apni besti mar karwaa lallu batein likh kar.
whitedewdrop 3 months ago
Bhai je sahab ko koi samjata kyon nahi guru nanak dev g ka bho guru mahi hai kahi
tanish73 3 months ago
@tanish73
Tu sab se badaa bewakoof hai. Tereko basic gyan bhi nahin hai. Kaunsi duniya se aaya he. Gadhe tereko sharam aani chahiye ye fazool ke sawaal poochte hue. Padhe likhe anpadh.....
Ab tereko nahin pataa to iska matlab Guru Nanak Dev Ji ka koi Guru Nahin tha. Tereko hajam nahi hoga agar maine bataa diya to. Jaa kar SGGS padh aur khud pataa kar le Guru Nanak Dev Ji ka Guru kaun tha. Poori SGGS "Satguru" ki mahima se bhari hui hai.
whitedewdrop 3 months ago
PLEASE FORGIVE THOSE WHO DOES NOT KNOW WHAT THEY ARE DOING GOD BLESS EVERY ONE
RADHA SWAMI JI
aumfashions 4 months ago
@aumfashions
Who is God?
whitedewdrop 4 months ago
Radha Soami is the most pure path..............you are null and void with non foundation.
satguru5shabd 5 months ago
@satguru5shabd
RS cult doesnt have a foundation. Hence it is null and void as per your statement.
whitedewdrop 4 months ago
good job
SVTCobrA46 5 months ago