Masha Allah... Allah mujhay bhee qubool farmaye deen ki mehnat k liye. (aap sab bhee meray or apnay liye yeh dua kardo please).
Aik or baat p itni khushi hoi k Masha Allah, is jagah bhee kaheen dukan p casette may Maulana Tariq Jameel sahab ka bayan chal raha hai. Bayshak Allah jisay chahay qubool farmaye.
@mozammilkhan Ji mzammil bhai. I am from Karachi. Meray 4 maheenay nahe lagay hain.. Aap dua karlain.. mera is saal june say phelay nikalnay ka irada hai. Allah assan karday or qubool karlay. Aameen
Allah ka karam hua is ummath par jisne is mubarak masjid se phir ek baar ummath ke islaah ka kaam shuru kiya aur saare aalam me deen ke pehelne ka zariya banaya. Allah ham sabko isi mubarak mehnath me mauth tak lagaye rakhe. jo iske khilaaf bolthe hai unko nek hidayath de.... Ameen.
Maine jab pehli baar waha 2007 me gaya tho jaise meri armaan poori hogayi aur buzurgo ki mubarak baatho ko sunne ka mauqa mila....

@Khan4672, bhai allah humko aapko hidayaat dey... jis jagah deen ki majlis hoti hai faristey usko ghair leytey hain... Imaan walon ko janwar keh kar apni nekiyon ko barbaad mat kariye...
ye saarey log nabi ki mohabbat me aaeyn hain deen sikhney.. Allah Aap ko jaza dey.
This is da world's markaz ... i visited it in 2001 during 40 days jamaat. i remember all things abt it. Wo nuraani mahoool, wo nuraani chahere, wo maulana saad sahab, nd wo barkati khana . mashaa allah... allah fir se yaha jane ki tawfeeq ata farmaye...ameen...
I eyes are desperate to see Marqaz Nizamuddin. This where my life came to a dramatic change. I visit in 1995 for 40 days Maulana Palanpuri 2 and half hour bayan after fajar changed me forever.
ohhh mujay to rona aaraha hai "banjli wali masjid " ko daik ke.yaha pe maulana ilyas (RA) kam kia krtay thay aur yaha pe maulana yousaf (RA) aur hazrat zakria (RA) kam kia krtay thay.............hhaaaaaaae kia pur ronaq masjid hai......kia rohaniat hai......india walo is ke qadr karo..is ke buht qadr kro....pta nhe may q jazbari ho raha hun....is masjid ko daik ke muj pe aik roob tari ho raha hai
love this place i will inshallah visit this place again if not for 4 months then defo at least 40 days inshallah
Ibnhaque 9 months ago
Masha Allah... Allah mujhay bhee qubool farmaye deen ki mehnat k liye. (aap sab bhee meray or apnay liye yeh dua kardo please).
Aik or baat p itni khushi hoi k Masha Allah, is jagah bhee kaheen dukan p casette may Maulana Tariq Jameel sahab ka bayan chal raha hai. Bayshak Allah jisay chahay qubool farmaye.
ahmadfaraz77 1 year ago
@ahmadfaraz77 Ji bhai M.Tariq Jameel sb is very popular here.. u frm pakista??
Beshak Allah hamarey sarey akabiron ko sehatmand rakkhey
dwa e khair ki dwarkhast....
mozammilkhan 1 year ago
@mozammilkhan Ji mzammil bhai. I am from Karachi. Meray 4 maheenay nahe lagay hain.. Aap dua karlain.. mera is saal june say phelay nikalnay ka irada hai. Allah assan karday or qubool karlay. Aameen
ahmadfaraz77 1 year ago
good bhai
969432014 1 year ago
kash ma apni Zindgi ma ye masjid dekh sakoon.....Saqib frm Sialkot
Saqibsandhu1 1 year ago
This has been flagged as spam show
Allah ka karam hua is ummath par jisne is mubarak masjid se phir ek baar ummath ke islaah ka kaam shuru kiya aur saare aalam me deen ke pehelne ka zariya banaya. Allah ham sabko isi mubarak mehnath me mauth tak lagaye rakhe. jo iske khilaaf bolthe hai unko nek hidayath de.... Ameen.
Maine jab pehli baar waha 2007 me gaya tho jaise meri armaan poori hogayi aur buzurgo ki mubarak baatho ko sunne ka mauqa mila....
tamans1984 1 year ago
Allah ka karam hua is ummath par jisne is mubarak masjid se phir ek baar ummath ke islaah ka kaam shuru kiya aur saare aalam me deen ke pehelne ka zariya banaya. Allah ham sabko isi mubarak mehnath me mauth tak lagaye rakhe. jo iske khilaaf bolthe hai unko nek hidayath de.... Ameen.
Maine jab pehli baar waha 2007 me gaya tho jaise meri armaan poori hogayi aur buzurgo ki mubarak baatho ko sunne ka mauqa mila....
tamans1984 1 year ago
@Khan4672, bhai allah humko aapko hidayaat dey... jis jagah deen ki majlis hoti hai faristey usko ghair leytey hain... Imaan walon ko janwar keh kar apni nekiyon ko barbaad mat kariye...
ye saarey log nabi ki mohabbat me aaeyn hain deen sikhney.. Allah Aap ko jaza dey.
mozammilkhan 1 year ago 4
is mien aap ko ronaaa raha hia .k yahan mukhtalif kisam k janwar ai hin isy lag raha hia jaisa mandi lagi ho
khan4672 1 year ago
itrssss our marquz mashallah
muhammadfahad87 1 year ago
This is da world's markaz ... i visited it in 2001 during 40 days jamaat. i remember all things abt it. Wo nuraani mahoool, wo nuraani chahere, wo maulana saad sahab, nd wo barkati khana . mashaa allah... allah fir se yaha jane ki tawfeeq ata farmaye...ameen...
taufikseo 1 year ago
@taufikseo i started my four months in september 2002 ramadhan was amazing,
they play war drums at iftar
mrtruthhunter1977 1 year ago
inshallah i will visit this markaz this 2010 for philippine mashwara this sep brother from philippines
jamsampao 1 year ago
I eyes are desperate to see Marqaz Nizamuddin. This where my life came to a dramatic change. I visit in 1995 for 40 days Maulana Palanpuri 2 and half hour bayan after fajar changed me forever.
relax243 1 year ago
ohhh mujay to rona aaraha hai "banjli wali masjid " ko daik ke.yaha pe maulana ilyas (RA) kam kia krtay thay aur yaha pe maulana yousaf (RA) aur hazrat zakria (RA) kam kia krtay thay.............hhaaaaaaae kia pur ronaq masjid hai......kia rohaniat hai......india walo is ke qadr karo..is ke buht qadr kro....pta nhe may q jazbari ho raha hun....is masjid ko daik ke muj pe aik roob tari ho raha hai
Abaamahmood 2 years ago 3
so nice of you brother... u frm??
also send me your email ID.
mozammilkhan 2 years ago
Shukriya.. you send me yr Email ID i will send snaps.. u frm INDIA?
mozammilkhan 2 years ago
Jazakallah Khair..wonderful effort!!!
roopamah 2 years ago