actually after getting rank of Bhoot(today,Allah hamain muaf kare)he got a universality in relations..and became my uncle as well...aap ko aitraaz nahi hona chahiye:)
interesting. Is waqt faiz nay qabr mein kerwat naheen li ho gi bulkay virtually "pambiri" ho ga-aey hon gay. Sada ki ay mager tauseef sahib ko faiz nay khwabon mein aaker darana hei.
lakin janab main ne Faiz sahib ko to kuchh nahi kaha..yeh ustad Ali Bakhsh sahib se meri iltija hai..waisay yeh meri fav. ghazals main hai..bas chand roz qabal mood ajeeb tha aor is ghazal oe comment karna shouro kar diya..baad main khiyal aaya is ko upload hi kar daitay haiN..dakhi jaye gi jo ho gi:P
baqol e Iqbal main ne un ki Rooh tak ko TaRpa kar rakh diya ho ga:D..
waisay mujhy yaqeen hain woh daraeN gey nahi..main to LaaD kiya hai..aor ladiyan apnoN aor piyaroN se hi kartay haiN..aor woh naraz bhi nahi hotay:)aor Faiz sahib to "Apney Faiz Sahib" hain..phir Dar kaisa:)
dekhiyay apnay faiz sahib aajkal rooh hotay hein , aur aap roohani zindagi kay nasheb-o- faraz(isko aap ahmed farz bhi samajh saktay hein) say waqif naheen, is liyay unkay aanay say dariyay. aisa na ho kay haath pakar ker saath hi lay jaeen aur hum yahan yeh gatay reh jaen: meray toufi ko dhoond kay lao sakhi janay kahaan woh kho gaey kis bhutni kay ho gaey
ajee: bhooton say tujh ko umeedain khuda say naumidi mujhay bata tau sahi aur kafiri kya hei
waisay bhi munh dho rakhi-ay bhutnian sirf qismat walay bhooton ko milti hein, reference kay liyay koi bhi sultan rahi starred film dekh lain. kunad humjins ba humjins parwaz bhutan ba bhoot wa insan ba insan humzad
nahii..mainu na tey record rakhna aay..na ee kisay begum waghera naal koi lain dain karna aay...bas samajh nai aa raee nawaz sahib kii karan aa gaye nay :)
Khair howe janab, nawaz shareef di dhii piche kion pay gae oh...hun udhi dhi ha ya nai, is gal da pata ya te udhi zanani nu hoe ga, ya fir mohale aalian nu jithe udha ghar ae? chwaqas bechara tuhano ki hun dasse???:-)
nai mein kisay di dhi de peechay nai paya..bas samajh nai aa rya see ke aih baba jii..kisay alam nawaz da zikar kar ke rola kiyon paa rahay nay..sochoiya mera ilam te naqas aay..yar bailiyan to puchh lainay aann:)
ho sakda aay dhi na hove..koi khufya bv hove 8-)...
ustad ji, idher office me bethey bethey me boht kam hansta hun lol ... taake log samjhen me boht busy hun, lekin kuch der pehley kuch hansi ke fuwaarey logon ne unusually notice kiye hain ;)
jar chwaqas poetry ch te koi shak nai, albata gaon aale ne waqiae had kar diti ae, aeh sun kay tuhanu neendar wali goooli len de koi zaroorat hi nai...:-)bus ik gazal oh wi adhi hi kaafi ae:-)lol
Gazal ko marne kay kareeb pahonche hoay baboo aor sheeer khawar bachooon ki pahonch se door rakhain, aor Saaal main sirf aadhi bar istamal kar len tu bari baat hogi:-)
yaar main tu late ho gia yehaan tu bhout action hai aour yeh sab video tasueef ki yaade mazi hai yaar waaqi hi Allah bachay qua ki auntyoon se watch every one very soon tasueef will make one video on the topic of " Payar tey Naswaar" ;)
LOL! What an anticlimax! Just saw Tauseef's captions or should I say shararataiN LOL :)
mansoorn 2 years ago
Plucking on those painful chords of my heart!
mansoorn 2 years ago
bye
abiehakhawaja 3 years ago
youn bhi woh hooron ka jhurmat chor kay aapko kyun lift karaain gay. aur aapki sooratyoun bhi hooran-ay khuld say naheen milti:)(mera chance aap say behter hai, mager
(bohot takaluf say:) woh kya hei kay mujhay khusrau say ishq hei, ab kya kijay....)
abiehakhawaja 3 years ago
achha to khusru ji ne bhi to bhoot parasti kii thee na..
aap ka kaam ban jaye ga:D
Khalq mi goyed kee Khusrau "BHOOT" parasti mi kunad
Aarey aarey mi kunam ba khalq mara kaar neest
tauseefqau 3 years ago
jee nahin unhon nay but parasti ki thi aur yeh theek hai "Aarey aarey "cha" kunam ba khalq mara kaar neest".
kya samjhay?
youn bhi kahan woh kahan hum?
hum tau bas dil aankhon mein rakh ker unko suntay aur kehtay hein: her qaum rast rahay dinay wa qibla gahay Man qibla rast kerdum bar sooay kajkulahay
abiehakhawaja 3 years ago
roohon say tau bas sahib salamat door ki achi
na inki dosti achi na inki dushmani achi:)
abiehakhawaja 3 years ago
کوئی تو بات ہے اس میں فیض
ہر خوشی جس پہ لٹا دی ہم نے
tauseefqau 3 years ago
waisay jitnay sheron ki aaj tang main nay tori hei dar hei kay bhoot mujhay na lay urain.
Allah khair karey.
abiehakhawaja 3 years ago
merey liye to Faiz sahib ka bhoot hai..Allah karey aap ki qismat main Saghar sadeeqi ka bhoot ho..aor mein chillata phiron
i got more sophisticated bhoot
tauseefqau 3 years ago
Allah nay aapki aik naheen sun-ni is baray mein
AAkhir tau dushmani hei dua ko aser kay saath.
albatta Faiz apkay is comment kay baad aapkay paas nahin anay walay aakhir wazadar admi they:)
abiehakhawaja 3 years ago
sorry Uncle bhoot(of Faiz sahib)..mera maqsab aap ki naak neechi karna nahi thaa:(
lakin fikar na karain..ham kuch bandobast lar lain gey
tauseefqau 3 years ago
yeh kya baat hui faiz tau kal bhi meray "uncle" they aur rahein gay aap apna bandobast kijiyay
abiehakhawaja 3 years ago
actually after getting rank of Bhoot(today,Allah hamain muaf kare)he got a universality in relations..and became my uncle as well...aap ko aitraaz nahi hona chahiye:)
tauseefqau 3 years ago
sorry I am possessive kissy hor da chacha labho.
abiehakhawaja 3 years ago
on second thought chalain lay lain bas khusrau ko meray liyay rehnay dein usmein sharakat na manzoor.
abiehakhawaja 3 years ago
shukriya..
ham ne kabhi Khusru ji ko uncle banay ka nahi socha..q k woh hamarey dada, PaRdada ke uncle ho saktay hain hamarey nahi
:)
bye
tauseefqau 3 years ago
aisay tishton mein hi tau lutf hei kisi ko dada per kya shuba ho ab
abiehakhawaja 3 years ago
aapkay sir ki qasqm dagh ko parva bhi naheen:)
abiehakhawaja 3 years ago
qasam uthaii bhi to is na cheez ke sir kii..
matlab jhoti ho to yeh bechara hii mara jaye:((
aap ka kiya jata hai
tauseefqau 3 years ago
Dekhain jee hum tau aapko ahmiyyat dey rahey they aur aap:
her aik baat pay kehtay ho tum kay tu kya hei
tumhi kaho keh yeh andaz-ay guftagu kya hei ):
(yeh aur baat hei keh apni jaan bachana her insaan ka farz hei, mera bhi:).
abiehakhawaja 3 years ago
aisee himayyat se ham baaz aaye
jo khud ko marway, pitwaye,dhulwaye
waisay banda parwar...andaz e guftaguu ka shikwa achha nahi q k.
apni joshish e guftaar pe itrane wale
ham bhi khule to joshish e guftar daikhna
tauseefqau 3 years ago
abhi na khulnay pe yeh aalam hei tau khulnay pay kya hoga, zaban muhr balab aankhain chonk uthi hein.
abiehakhawaja 3 years ago
jo keh gaye wohi hamara fann thehra Tauseef
jo keh na paye' janay woh kiya baat hoti ??
:)
tauseefqau 3 years ago
interesting. Is waqt faiz nay qabr mein kerwat naheen li ho gi bulkay virtually "pambiri" ho ga-aey hon gay. Sada ki ay mager tauseef sahib ko faiz nay khwabon mein aaker darana hei.
abiehakhawaja 3 years ago
waisay mera bhi yahi khiyal hai:)
lakin janab main ne Faiz sahib ko to kuchh nahi kaha..yeh ustad Ali Bakhsh sahib se meri iltija hai..waisay yeh meri fav. ghazals main hai..bas chand roz qabal mood ajeeb tha aor is ghazal oe comment karna shouro kar diya..baad main khiyal aaya is ko upload hi kar daitay haiN..dakhi jaye gi jo ho gi:P
tauseefqau 3 years ago
aap agree daranay walay part say ker rahay hein ya faiz kay pambiri honay say ker rahay hein wazahat kijiyay:)
abiehakhawaja 3 years ago
pambiri hone sey:D
baqol e Iqbal main ne un ki Rooh tak ko TaRpa kar rakh diya ho ga:D..
waisay mujhy yaqeen hain woh daraeN gey nahi..main to LaaD kiya hai..aor ladiyan apnoN aor piyaroN se hi kartay haiN..aor woh naraz bhi nahi hotay:)aor Faiz sahib to "Apney Faiz Sahib" hain..phir Dar kaisa:)
tauseefqau 3 years ago
dekhiyay apnay faiz sahib aajkal rooh hotay hein , aur aap roohani zindagi kay nasheb-o- faraz(isko aap ahmed farz bhi samajh saktay hein) say waqif naheen, is liyay unkay aanay say dariyay. aisa na ho kay haath pakar ker saath hi lay jaeen aur hum yahan yeh gatay reh jaen: meray toufi ko dhoond kay lao sakhi janay kahaan woh kho gaey kis bhutni kay ho gaey
abiehakhawaja 3 years ago
aap hamain rohoN sey daratay haiN
ham se to bhoot bhi nazr churatay hain:P
waisay mohtarma bhootni sahiba achhi hoN to harj bhi kiya hai:D
chalo in ghlam bandon ki yeh duniya na sahi woh duniya to hii gi...
ishq e butaan na sahee ishq e BhootaN hii sahi...hehe
tauseefqau 3 years ago
ajee: bhooton say tujh ko umeedain khuda say naumidi mujhay bata tau sahi aur kafiri kya hei
waisay bhi munh dho rakhi-ay bhutnian sirf qismat walay bhooton ko milti hein, reference kay liyay koi bhi sultan rahi starred film dekh lain. kunad humjins ba humjins parwaz bhutan ba bhoot wa insan ba insan humzad
kya tujhko hua hay aey himmat ay mardana
abiehakhawaja 3 years ago
pehli baat...bhoot ko kabootar se aor baz ko insaan se tabdeel karna maza nahi de raha:)
kiyon ke bhoot bhasah ka lafaz hai aor Zuban(farsi) main istamaal nahi kiya ja sakta:D
waisay jo aap ne poocha ke"kya tujhko hua hay aey himmat ay mardana"
to janab, ham be-zoq to hain lakin kamkosh nahi rahi(sorry murshad Iqbal ji:(( )
aor jo bhootoN se umedain aor khuda se nu umeedi hai..
to jab
ham se gila hai ke ham wafa daar nahi
ham wafa dar nai wo bhi to dildaar nahi
tauseefqau 3 years ago
oooh goodness lord tauseef bhai...this is awesome
ssaaqii 3 years ago
grazie:)
tauseefqau 3 years ago
jawab aan ghazal .... waaah !!!
yar tauseef, you are another ibn-e-insha in making ;)
boht hi time ke baad "swad aa gya ustad ji" boht wadhiya ...
chwaqas 3 years ago
ch jii..aih 4 aik din pehlay di gal aay..mood sii koi rocking shoking daa.te nazar pay gaii nazar ais ghazal tay...sochiya aihdee aisee di taisee :D
us da nateeja aay aai...waisay main pochna aih see..Nawaz Shareef sahib di koi dhi haigi aay alam de naam di???
:)
tauseefqau 3 years ago
ye aapne boht common swal nahi kiya lol ..
aik hi hai, maryam navaz w/o cap. safdar
chwaqas 3 years ago
achha tay fair koi begum hove gii...
tauseefqau 3 years ago
Ho sakda janab koi begum howe,,,par tussi ki nadra wich job karde oh...je record rakhna ae odhi begmaaaaaaat da te, kuriyan da:-)
GabbruPunjabi 3 years ago
nahii..mainu na tey record rakhna aay..na ee kisay begum waghera naal koi lain dain karna aay...bas samajh nai aa raee nawaz sahib kii karan aa gaye nay :)
tauseefqau 3 years ago
Janab aik te oh Nawaz ae, uttu fir Shareeef vi, hun odhi marzi jithe marzi chala jawe, unhoo rokan wala kaon ae?
GabbruPunjabi 3 years ago
lakin ais ghazal che udhi sharaft da koi zikar nahi..
is waja toN shak hoya aay:)
tauseefqau 3 years ago
Khair howe janab, nawaz shareef di dhii piche kion pay gae oh...hun udhi dhi ha ya nai, is gal da pata ya te udhi zanani nu hoe ga, ya fir mohale aalian nu jithe udha ghar ae? chwaqas bechara tuhano ki hun dasse???:-)
GabbruPunjabi 3 years ago
nai mein kisay di dhi de peechay nai paya..bas samajh nai aa rya see ke aih baba jii..kisay alam nawaz da zikar kar ke rola kiyon paa rahay nay..sochoiya mera ilam te naqas aay..yar bailiyan to puchh lainay aann:)
ho sakda aay dhi na hove..koi khufya bv hove 8-)...
tauseefqau 3 years ago
waqas bhaii..tawa te nahi laa rahay na...>>>???
tauseefqau 3 years ago
ustad ji, idher office me bethey bethey me boht kam hansta hun lol ... taake log samjhen me boht busy hun, lekin kuch der pehley kuch hansi ke fuwaarey logon ne unusually notice kiye hain ;)
chwaqas 3 years ago
fair theek aay:)
khul ke hasso:P
tauseefqau 3 years ago
jar chwaqas poetry ch te koi shak nai, albata gaon aale ne waqiae had kar diti ae, aeh sun kay tuhanu neendar wali goooli len de koi zaroorat hi nai...:-)bus ik gazal oh wi adhi hi kaafi ae:-)lol
GabbruPunjabi 3 years ago
"bus ae ghazal .. o vi adhi ku" LOL
aes ghazal da vi warning label hona chahida .... "This ghazal makes you drowsy, dizzy or lightheaded; slows reaction time and motor skills" ;)
chwaqas 3 years ago
aor janab..Dr.(meri murad Dr. bukhari saab ney ..hehehehe) ki hayat ke baghair na istamaal karain ..bachon ki pohanch se door rakhain :D
tauseefqau 3 years ago
Gazal ko marne kay kareeb pahonche hoay baboo aor sheeer khawar bachooon ki pahonch se door rakhain, aor Saaal main sirf aadhi bar istamal kar len tu bari baat hogi:-)
GabbruPunjabi 3 years ago
ghazal na ho gaie, sankhiya ho gya LOL
chwaqas 3 years ago
oay sankhiya kha ke te chalo banda mar hi janda ae, jaan te choot jandi ae,par aeh gazal sun kay banda taras taras kay te taraf taraf kay maray ga
GabbruPunjabi 3 years ago
yaaar..aih Ali bukhs sahib waisay hai kon???
kitay onhaan de kisay Fan ne waikh liya tay..bandooq lay kay sariyan noo Uda de daa..khiyal karo:)
tauseefqau 3 years ago
lo sir, sara kam paa ke hun ali bux sab da puchdey o ....
loko ..... ae tauseef ne keeta sab kuj, sada koi dosh nahi LOL
chwaqas 3 years ago
hahahaha..
yar sahi aay...
sawad lavo tusi vee naal, tay maran wari meinu akalay chhad deo..aih kithoN da asool aay
tauseefqau 3 years ago
ye asool kahin ka nahi ... to bhi faiz sab aap ke liye OK ker den ge .... LOL
chwaqas 3 years ago
matalb jaihRa bolay aoho Kudii kholay..
lihaza video private kar ditti jaye:)
waisay mera koi mood nahi see upload karn da..aiwain saariyan diyan Sin'niyan paindiyan:)
bas tuhaday warghy yaran di wajha toN kar ditti:P
tauseefqau 3 years ago
tusi GREAT o :o
chwaqas 3 years ago
mann lainay aan:)
waisay kehnday ne sach noo na mannana bohat ghalat honda aay :D
tauseefqau 3 years ago
yaar main tu late ho gia yehaan tu bhout action hai aour yeh sab video tasueef ki yaade mazi hai yaar waaqi hi Allah bachay qua ki auntyoon se watch every one very soon tasueef will make one video on the topic of " Payar tey Naswaar" ;)
ezeeusb 3 years ago
HaaaaaaHaHaHa @ payar te naswaar .... jiyo asif bhai
chwaqas 3 years ago
yar yeh kia aap logoo ne naya kaam chook (lol) lia ha...istarha tu u-tube wale comment facility band kar dengay.
har cheeez ka galat istimal!!!
naaaaaaaaa
GabbruPunjabi 3 years ago
main tey sochiya ee nahi..aih na hove mera account hi close ho jave
keh aih kii hi rya haay
tauseefqau 3 years ago
jis andaaz naal aih gana gaya gaya aay..is te merey comments already mojood nay..tusi ki kehnday ooo:)
tauseefqau 3 years ago
sahi gall ae ...
... menu te samjh nahi aa rahi ke faiz sab di rooh saadey nal shikwa karey di ya Ali Bux di ... ?
chwaqas 3 years ago
asal che aih ghazal faiz sahib di wafat ton baad gaii gai aay..
waisay zindagi che ais tarah gaai gai hondi tey v ohnaaN ne kehRa zinda rehna see:(
tauseefqau 3 years ago