Khuwaja Sahab nay raag mala compile karkay jo ihsan-e-azeem kiya hay IndoPak Music par uska lafzon mein ihata mumkin nahi. Hazaron kitabein itna kuchh nahi day sakti thein jitna is azeem insan ki koshish say mumkin hua. Allah unkay darjaat buland karay. aamin.
aur aap ka bhi bayhad shukriya kay aap kay tawassut say ye nayab sarmaya ab hum tak pahunchay ga. Thanx
Jiyo rABIAH !! :)
Really happy to see this !!
fawdian 5 months ago
Salam.
Khuwaja Sahab nay raag mala compile karkay jo ihsan-e-azeem kiya hay IndoPak Music par uska lafzon mein ihata mumkin nahi. Hazaron kitabein itna kuchh nahi day sakti thein jitna is azeem insan ki koshish say mumkin hua. Allah unkay darjaat buland karay. aamin.
aur aap ka bhi bayhad shukriya kay aap kay tawassut say ye nayab sarmaya ab hum tak pahunchay ga. Thanx
Dr.Bukhari
lovehumanity 4 years ago
Faiz Ahmad Faiz, a lifelong friend of Khurshid anwar, said this at the news of his passing away
"hazaaroN saal nargis apni be-noori peH roti hai
baRhi mushkil sey hota hai chaman meiN deedaHwar paida" Iqbal (Who was also Khurshid Anwar's Khaloo)
rabiah81 4 years ago