@manudey dasht e najd e yas, main niazi shabi ney arab k us weran ilaqy najd ki traf ishara kiya hai k na umeedi ka wo sehra hai aur dasht b kaei jaga sehra k ma;anon main istemal hua hai aur najd k sehra ka zikr kr k maza ko dobala kiya gya aur mehmal OOnthon ko kehty hain jin main sehra py safar kiya jata hai,, mery ilm k mutabiq yahi kuch hai, :)
@manudey dashtenajdeyaas: naaummeedi k najd ka sehra, najd: arab k aik ilaqa, mehmil: oont k ooper baandha janay wala kajawa (mehboob mehmil main betha hai or aashiq uska deedar krna chaahta hai, ishara hai laila-majnoo k qissay ki taraf)
HUM BHI RASTON MEIN PHIR RAHE THAY "MONEER"
WHO BHI THA RAHGUZAR MEIN BAITHA,,,,,,,,,,,,,,,
MONEER NIAZI HAVE BEEN ON THE PEAK OF DELICACY
GUjjAR8837 1 week ago
MashAllah..
Saood84 3 weeks ago
thanks
manudey 3 months ago
Could anyone translate a few words for me- "dasht-e-najd-e-aas mein, mehmil, jamal-e-kam numa."
Thanks
manudey 8 months ago
@manudey dasht e najd e yas, main niazi shabi ney arab k us weran ilaqy najd ki traf ishara kiya hai k na umeedi ka wo sehra hai aur dasht b kaei jaga sehra k ma;anon main istemal hua hai aur najd k sehra ka zikr kr k maza ko dobala kiya gya aur mehmal OOnthon ko kehty hain jin main sehra py safar kiya jata hai,, mery ilm k mutabiq yahi kuch hai, :)
TheRajamaharaja 8 months ago
@manudey jamal e kam numa means wo husn, wo jamal, jo kam kam dikhta hai,
TheRajamaharaja 8 months ago
@TheRajamaharaja thanks!
manudey 6 months ago
@manudey dashtenajdeyaas: naaummeedi k najd ka sehra, najd: arab k aik ilaqa, mehmil: oont k ooper baandha janay wala kajawa (mehboob mehmil main betha hai or aashiq uska deedar krna chaahta hai, ishara hai laila-majnoo k qissay ki taraf)
prdrer2 4 months ago
4th death annivarsary of Munir Niazi.
fawadkashif 1 year ago
Wah g kya bat hay zabardast
aqafridi70 1 year ago
Great poet. May God rest his soul in peace(Ameen).
kamranqadir 2 years ago
wah ji wahhhhhhhhhhhhhh Subhan ALLAH
pk2008jp 3 years ago