aik mirza ghalib thay jo urdu shaeeri ko khubsoorat shaeeri day gaye aur aik mirza jamal hain jo net pr hamain intihaee khubsoorat khazana paish kartay hain. naek doaoon k saath aap ka aik madah
Aapki purjosh mehnat aur junoon ko mera salam kubool ho!
Yakeenan, filwaqkt mein Mirrza Ghalib ke in khutooton ko digitize karna aur public ke samne pesh karna ek tarah ka 'Unfruitful effort' hi mana jayega, magar, yakeen keejiye, aap jaise hazaron baaki hain yahan, is sarzamin par, jo aapki mihnaton ki Qadr karte hain. Yakeen maniye, qadradanon ki kami na to Ghalib ko thi, aur na aapko hogi!!!
Khutoot ka matlab kya hota hai?
Maaf kijiyega, main ghalib ka naya premi hu, aur urdu mujhe nahi aati hai.
jatinsharma1989 6 months ago
@jatinsharma1989 khutoot means letters og ghalib ...ok ji
mittikhak 6 months ago
@mittikhak thnx
jatinsharma1989 6 months ago
aik mirza ghalib thay jo urdu shaeeri ko khubsoorat shaeeri day gaye aur aik mirza jamal hain jo net pr hamain intihaee khubsoorat khazana paish kartay hain. naek doaoon k saath aap ka aik madah
parisien951 1 year ago
@parisien951
Izzat afzaai ka bahot bahot shukriyah Mujahid Sahab.
mahakavi 1 year ago
i m loving it.. :)
SereneUAE 2 years ago
"Mahakavi"..I luv u for posting this .... u r the best dude.. neva eva remove it from here..
upkardhami1 2 years ago
Bahot bahot shukriyah Janab,
Aap jaise qadrdanoN ke liye hi iss tarah ki uploads karta hooN, warna aajkal aksariyat yeh sab deikhna pasand nahiN karti.
Behtar yehi hoga ke aap 59 khutoot download kareiN aur CD burn karke rakh leiN.
MaiN to delete nahiN karooNga, magar duniya waaloN ka kya bharosa.
mahakavi 2 years ago
Dear Zanab Mahakavi Saheb,,
Aadab Arz Hai,,
Aapki purjosh mehnat aur junoon ko mera salam kubool ho!
Yakeenan, filwaqkt mein Mirrza Ghalib ke in khutooton ko digitize karna aur public ke samne pesh karna ek tarah ka 'Unfruitful effort' hi mana jayega, magar, yakeen keejiye, aap jaise hazaron baaki hain yahan, is sarzamin par, jo aapki mihnaton ki Qadr karte hain. Yakeen maniye, qadradanon ki kami na to Ghalib ko thi, aur na aapko hogi!!!
Please keep up the good work.
DrDubeyJ 2 years ago
Can someone put on English subtitles?
EliteXtasy 4 years ago
No doubt! Awesome!!
Zia Mohiuddin is the narrator.
mansoorn 4 years ago 4
this is amazing stuff
fuaadee 4 years ago 2