Sort by time | Sort by thread (beta)

Link to this comment:

Share to:

All Comments (19)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
  • Mr. ALIHAQBHAI aap sahe keh rahy hain

    i think i should agree with wid u.maula aap ko salmat rakhay

  • recording studio main muhal jo bhi hota ho baat sirf itni hy k nuha jis waqt chal raha hy MOLA ko porsa diya ja raha hy to aesa amal na kiya jaye jo k MOLA k gham ki tuhin karay .... MOLA k gham  ka nuha nuha hy woh jahan bhi ho kisi azakhanay main ya kisi recording studio main ...... jo baat ghalat hy woh ghalat hy is bat ka khayal rakhna chahiye matam nuha khanon ko .....

  • nahe nahe bhaion itnay jalde comments na dia karo ..recording ke video upload nahe kerne chhay thee recording studio mae mahool different hota hai ..koi hunss bhe sakta ha aik waqt mae kayee kaam chal rhay hotay hain ..magar niyaat kahrab nahee ---haan magar hurr video upload kernay k liay nahe hoti ----

  • yeh MOLA ka gham hy is main khayal karna chahiye.... ya to may yeh bolon k aaj k door main sirf nuha pharnay walay bachay hain koi MOLA ka nuha KARNAY wala hy k nahi ??????

    jahan tak muj ko pata hy to nuha boltay hi us ko hain jo kisi k gham main kiya jaye .... or KARNAY main or PHARNAY main bohat farq hy ......

  • or hum ko huqum hy nuha KARNAY ka .... nuhay ka  taluq hi gham say hy to yeh baat to insan ki fitrat main hy k k jab koi insan gham main hota hy to us ko kuch yad nahi rehta us gham k ilawa ya kam say kam hansi mazak to nahi karta .... bas ab is s ay agay kay bolon khayal karna chahiye logon ko .........

  • fasahat bhai jab tak thay party sahe thee acchay lerkon ko sideline kerdaitya hain jisay shabbar ,,ashraf abbas,abbas kazmi,bazmi , or aagay hotay hain rehan jasiay or anees jasiay jin ke na awaaz hai na sur , na aqal ,or nahe koi education hae ..malik bro n fashat bahi zinda baad ....

  • bardasht honee chhay sahe baat sunna bhe chay kabhe ..jo maiunay kaha ghalat hai tu koi aaker jawab dae mujhy yahan --phir dekhta hoon... kitna janta hai wo

  • wah bhyeeeeee

  • w8ting..!

  • wah

    cant wait for 2010 nohe

    is there a preview like this for ndeem sarwar nohe

  • ye hasny waly pay lanat ...

    noha hai ansoo baho hanso mat yazeedo

  • waaaaaaaaaaaaaaah

  • i totally agree with intazaar bhai .

    orignal terz is batter than new.

    aur es nohey main zayada effect dalne ki zarorat nahi thi wasay hi yeh terz boat powerful hai.

  • PLEASE ! upload more ! ALI ALI !

  • wahhhhhhhh jeoooooo

  • sari ki sari tune change kardi nazim party ne is nohay ki

    but still good effert by matamdari

Loading...
Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more