funny peer fooling people in name of Islam by passing current "Iss ko wapda mein job dilwa doo.....bijli ka masla solve ho jayeh ga....
itna current to sirf wapda ka pass hai...." by: TheTalibanHater (Translation : Give this guy job in the pakistan power plant, we can solve the electricity problem in our country lol b/c they only they have this much current) lol
Mujhe bhi do, chaar crunt lagwaaney hain. crunt peer, wah wah. kya baat hai! jisko crunt lag geya woh khud bhi peer ban geya, jisko na lagaa, to peer saab neh keh diya, uske dil meh zang hai. This is all drama, please refer to some real darvesh's, dabba peer business is wrong
@brocklesnar86 Me b Naqshbandi hu magar aj tak hamare peer sahib ne hame current nai lagai aur ap b thik keh rahe the. Wase ye naqshbandi apne sath laga lete ha shaid inko apne apko saifi kehna chaiye. Aur me b soch raha tha k kiya qalab sirf inka touch system se hi shuru hota ha Auliya Allah to Nazro se hi jari ker dete ha aur rai Zang wali baat phir to in logo ko Hath lagate ha Current barha k wo jaldi hatam ker dena Chaiye. Ajeeb addition ker rahe ha ye log b Ruhani mamlaat me b.Allah Bachaye
@Brailwi yar aap naqshbandi hoto aap ko lataif e khamsa ka pata he hoga... thora net pay search karo inki website b hai us main ino nay is current ki wazzahat humaray ullema e karam ko ki hovi hai
Muslim hotaa tu pataa hotaa kai yaa kiyaa hai .................. ISLAM ki rooh tasawaaf hai ya HAZOOR SAW ka tareeqa mubarik hai ISAAY NAZKIYAA E NAFS kahtay hai HAZOOR SAW kai noor mubarik sai batin ki safaee karnaa ................ janwaroo ko nahi pataa lagay gaa ya kiyaa hai yaa insaanoo ko pataa lagtaa hai ya kiyaa hai sufi zikar mai kiya mazaa hai
@chandischand nazkiya e nafas ya tazkiyaa e nafas jahil admi kuch khuda ka khauf kar yeh konsa islam hai Allah ki lanat is peer pey jo jahil awam ko dhoka dey raha hai aur tum jasey jahil logh is ki tasdeeq kar rahey hain ager sahi islami hakoomat ho to iss harami peer ko mout ki saza ho sab sab shetan k challey hain mushrik
@MrBILALSHAH1 shirk ka matlabh main kia tumhien samjaho har nimaz myn partey ho k a Allah hum teri hi ibadat kartey hain aur tujh sey hi madad mangtey hain Allah k ilawa kisi sey b madad talab karna shirk hai aur islam myn yeh current lagana aisi koi aik misal b nahin milti na hi koi hawala quran o hadees sey pash kar saktey ho yeh tumhara naya islam hai aur yeh sheatan k challey tum jasey loghon ko gumrah kartey rahien gey akhrat amal karney sey banti hai current lagwaney sey nahin
Pata nahi jo inn logoo pai ungliyaa uthaatay hai wo batareen loog hai pataa nahi koon saa islam unn loogoo nai parhaa jo ALLAH KAI WALIYOO pai ungliyaan uthatay hai ALLAH KAI WALIYOO ki karamaat aqaal sai balaa taar hotee hai Aqaal waloo kaa yahaan koee kaam nahi Jao jaa kar English janwaroo kai nazariyoo per eeman laoo wo bhoonkhay bhee tu uss per yaqeen karnaa hai woo kahai insaan bandaar sai insaan banaa uss per yaqeen karay gay batareen qoom ho tum unhee kai sath hee hoo gay qiyaamat mai
HAZRAT SHEIKH ABDUL QADIR JEELANI RA ke mehfil mai kaee loog jangloo mai bhaag jatay thay kapray phaar daitay thay aur kai janaazay bhee nikaltay thay 70 , 70 janazay bhee aap ki mehfil sai niklay jo bardash naa kar sakay aap ki roohaniyaat aur wo shaheed honay walay hamesha kai liyee fanaa mai rahtay hai
Aur koon kahtaa hai HAZOOR SAW ka tareeqa nahi hai
HAZRAT ABU HURARAA RA sai rawayaat hai kai mujhe kuch yaad sahi sai nahi hotaa thaa HAZOOR SAW sai aarzz ki tu AAP SAW nai chadar mubarik pheelaa dee aur apnay hath sai uss mai kuch dalaa jo bazaahir kuch nazar nahi aataa thaa aur farmaaya ABU HURARAA RA isay seenay sai lagaoo jabb mai nai lagayaa uss kai baad mai kuch nahi bhoolaa aur ziyaadaa rawayaat bhee AAP RA sai marwee hai
ya hi tu wo loog hai jin koo dhaikh kar ALLAH yaad aa jataa hai mean ya andaar dil mai ALIF ALLAH CHAMBAY KI BOOTEE lagatay hai jo her waqt zikar kartee hai yahan taak kai maar kar b ya zikar jaree rahtaa hai
yaa hi to islam hai agar tum loog inn kai zikar kai mazay sai waqif hoo jaoo to tumharee zubanay goongee hoo jay chup ho jaoo gay ......... jo loog in buland jamaat zakareen ya ULIYAA ALLAH per hastaa hai woo khud per hanss rahaa hotaa hai kiyoo kai ya loog sheesha ki tarhaa saaf hotay hai inn kai dil daryaa samandaar sai dongay hotay hai jiss mai ALLAH aur RASSUL SAW ka noor bharaa hotaa hai ya hee tu HAZOOR SAW kai naeeb khalifa hai jo islam kai 3 elaam rakhtay hai naa kai sirf kitaboo ka
Muslim hoo aur islam ki rooh tasawaf kai baray mai nahi pataa
HAZRAT DATA GHANJ BAKSH RA nai farmayaa ISLAM ka jism QURAN aur HADEES zahree elaam hai aur islam ki rooh tasawaaf means HAZOOR SAW kai seena mubarik kaa noor seena by seena agay pohchanaa salam o alaikum
is this real? ,,, i know sometimes haal can go outacontrol when intense closeness is felt to Allah swt but seems in this video some of these guys are putting it on for show,, actiing it.
i am a muslim but i've never seen people do salaam and then do what they did in the video. im nbot sure. can u please tell me y they r doing that jazakalla

PAKISRULEZ 2 months ago
sari umer de aei kamai ae jage chad ke sara sohne de nall lai ae)) mera sohna murshid subhan ALLAH///
TheShafiq124 7 months ago
suban allah
TheHarisali95 1 year ago 3
@khalid2ification
Bhai Islam issi tarah to phelaa thaa...Imagine our Beloved Prophet doing wat this "current moulvi" is doing....
TheTalibanHater 1 year ago
Iss ko wapda mein job dilwa doo.....bijli ka masla solve ho jayeh ga....
itna current to sirf wapda ka pass hai....
TheTalibanHater 1 year ago 4
very great mehfil mashallah
khalid2ification 1 year ago 36
bidah bidah bidah bidah
choudry7861 1 year ago
SUBHANALLAH
ZEEESHANH 1 year ago 7
Mujhe bhi do, chaar crunt lagwaaney hain. crunt peer, wah wah. kya baat hai! jisko crunt lag geya woh khud bhi peer ban geya, jisko na lagaa, to peer saab neh keh diya, uske dil meh zang hai. This is all drama, please refer to some real darvesh's, dabba peer business is wrong
brocklesnar86 1 year ago 22
@brocklesnar86 Me b Naqshbandi hu magar aj tak hamare peer sahib ne hame current nai lagai aur ap b thik keh rahe the. Wase ye naqshbandi apne sath laga lete ha shaid inko apne apko saifi kehna chaiye. Aur me b soch raha tha k kiya qalab sirf inka touch system se hi shuru hota ha Auliya Allah to Nazro se hi jari ker dete ha aur rai Zang wali baat phir to in logo ko Hath lagate ha Current barha k wo jaldi hatam ker dena Chaiye. Ajeeb addition ker rahe ha ye log b Ruhani mamlaat me b.Allah Bachaye
Brailwi 11 months ago
@Brailwi yar aap naqshbandi hoto aap ko lataif e khamsa ka pata he hoga... thora net pay search karo inki website b hai us main ino nay is current ki wazzahat humaray ullema e karam ko ki hovi hai
bilal824 10 months ago
*TAZKIYA E NAFFS mean baatni eelam
chandischand 2 years ago
Muslim hotaa tu pataa hotaa kai yaa kiyaa hai .................. ISLAM ki rooh tasawaaf hai ya HAZOOR SAW ka tareeqa mubarik hai ISAAY NAZKIYAA E NAFS kahtay hai HAZOOR SAW kai noor mubarik sai batin ki safaee karnaa ................ janwaroo ko nahi pataa lagay gaa ya kiyaa hai yaa insaanoo ko pataa lagtaa hai ya kiyaa hai sufi zikar mai kiya mazaa hai
chandischand 2 years ago
@chandischand nazkiya e nafas ya tazkiyaa e nafas jahil admi kuch khuda ka khauf kar yeh konsa islam hai Allah ki lanat is peer pey jo jahil awam ko dhoka dey raha hai aur tum jasey jahil logh is ki tasdeeq kar rahey hain ager sahi islami hakoomat ho to iss harami peer ko mout ki saza ho sab sab shetan k challey hain mushrik
MrAwazar 1 year ago
@MrAwazar ap sirf yeh btao k shirk ka matlab????jahil to tm ho jisay shirk ka matlab hi nahi pata..
MrBILALSHAH1 1 year ago
@MrBILALSHAH1 shirk ka matlabh main kia tumhien samjaho har nimaz myn partey ho k a Allah hum teri hi ibadat kartey hain aur tujh sey hi madad mangtey hain Allah k ilawa kisi sey b madad talab karna shirk hai aur islam myn yeh current lagana aisi koi aik misal b nahin milti na hi koi hawala quran o hadees sey pash kar saktey ho yeh tumhara naya islam hai aur yeh sheatan k challey tum jasey loghon ko gumrah kartey rahien gey akhrat amal karney sey banti hai current lagwaney sey nahin
MrAwazar 1 year ago
look at him hes having a laugh
alummah1 2 years ago
MASHA ALLAH
GREAT MEHFIL E ZIKER
islamthepeace 2 years ago 4
Pata nahi jo inn logoo pai ungliyaa uthaatay hai wo batareen loog hai pataa nahi koon saa islam unn loogoo nai parhaa jo ALLAH KAI WALIYOO pai ungliyaan uthatay hai ALLAH KAI WALIYOO ki karamaat aqaal sai balaa taar hotee hai Aqaal waloo kaa yahaan koee kaam nahi Jao jaa kar English janwaroo kai nazariyoo per eeman laoo wo bhoonkhay bhee tu uss per yaqeen karnaa hai woo kahai insaan bandaar sai insaan banaa uss per yaqeen karay gay batareen qoom ho tum unhee kai sath hee hoo gay qiyaamat mai
chandischand 2 years ago
HAZRAT SHEIKH ABDUL QADIR JEELANI RA ke mehfil mai kaee loog jangloo mai bhaag jatay thay kapray phaar daitay thay aur kai janaazay bhee nikaltay thay 70 , 70 janazay bhee aap ki mehfil sai niklay jo bardash naa kar sakay aap ki roohaniyaat aur wo shaheed honay walay hamesha kai liyee fanaa mai rahtay hai
chandischand 2 years ago
Aur koon kahtaa hai HAZOOR SAW ka tareeqa nahi hai
HAZRAT ABU HURARAA RA sai rawayaat hai kai mujhe kuch yaad sahi sai nahi hotaa thaa HAZOOR SAW sai aarzz ki tu AAP SAW nai chadar mubarik pheelaa dee aur apnay hath sai uss mai kuch dalaa jo bazaahir kuch nazar nahi aataa thaa aur farmaaya ABU HURARAA RA isay seenay sai lagaoo jabb mai nai lagayaa uss kai baad mai kuch nahi bhoolaa aur ziyaadaa rawayaat bhee AAP RA sai marwee hai
chandischand 2 years ago
ALLAH kai doostoo ko naa koee khauf hoo gaa na wo gham zadaa hoo gay
chandischand 2 years ago
Tareekh gawaa hai ISLAM naa kitaboo sai naa talwaaroo sai bulkay phailtaa hai ALLAH KAY WALIYOO ki nighaahoo sai
chandischand 2 years ago
ya hi tu wo loog hai jin koo dhaikh kar ALLAH yaad aa jataa hai mean ya andaar dil mai ALIF ALLAH CHAMBAY KI BOOTEE lagatay hai jo her waqt zikar kartee hai yahan taak kai maar kar b ya zikar jaree rahtaa hai
chandischand 2 years ago
yaa hi to islam hai agar tum loog inn kai zikar kai mazay sai waqif hoo jaoo to tumharee zubanay goongee hoo jay chup ho jaoo gay ......... jo loog in buland jamaat zakareen ya ULIYAA ALLAH per hastaa hai woo khud per hanss rahaa hotaa hai kiyoo kai ya loog sheesha ki tarhaa saaf hotay hai inn kai dil daryaa samandaar sai dongay hotay hai jiss mai ALLAH aur RASSUL SAW ka noor bharaa hotaa hai ya hee tu HAZOOR SAW kai naeeb khalifa hai jo islam kai 3 elaam rakhtay hai naa kai sirf kitaboo ka
chandischand 2 years ago
Muslim hoo aur islam ki rooh tasawaf kai baray mai nahi pataa
HAZRAT DATA GHANJ BAKSH RA nai farmayaa ISLAM ka jism QURAN aur HADEES zahree elaam hai aur islam ki rooh tasawaaf means HAZOOR SAW kai seena mubarik kaa noor seena by seena agay pohchanaa salam o alaikum
chandischand 2 years ago
HAQ HAQ HAQ.If u wnt to see momen(true muslim) u just take name of ALLAH they come in WAJID(out of control)his spirit doing zikr ALLAH ALLAH ALLAH.
kashifsaifi1 2 years ago
is this real? ,,, i know sometimes haal can go outacontrol when intense closeness is felt to Allah swt but seems in this video some of these guys are putting it on for show,, actiing it.
moakkil 2 years ago
this is perefact islam if u know plese read old books and old ulma mashaikh
FarhanGhajni 2 years ago
Mashallah
very ncie Naat love it
Nabikeghulam 2 years ago 5
Salaam
i am a muslim but i've never seen people do salaam and then do what they did in the video. im nbot sure. can u please tell me y they r doing that jazakalla
mob506 2 years ago
thiis ia a brilliant mehfil and a brilliant naat
muhammadiyasaifia786 2 years ago