Humaray muaashry ki behtreen akkasi hy ye drama....kaash hum is dramay mai diye gye paighaam ko samajh saky.... aor apnay khobsurat rishtoon ko zinda na dafnaye.....
BOhat zabardast drama tha .... har cheez ka lesson hy is main ... maan baap ko lesson hy k olaad ki khooshyan k saarth zid na karo .... or ishq walon ko hy k jis k saath ishq karo wo qcha ho ya bura uss k saath nibha k dekhao .... or Muaaf karnay walon ko ALLAH pasand karta hy ...... or Sabar karnay walon ko kabhi dukh b dukh nahi lagta ....
IZZAT OR ZILLAT , KHOOSHI OR GHAMI , OR HAR CHEEZ KA MALIK ALLAH HY WOHI MUSABIB_UL_ASBAB HY .USI SY HAR CHEEZ KI UMEED KARO OR USI SY DARO.
nice drama
MrZubair2007 1 week ago
Humaray muaashry ki behtreen akkasi hy ye drama....kaash hum is dramay mai diye gye paighaam ko samajh saky.... aor apnay khobsurat rishtoon ko zinda na dafnaye.....
HUMZAADMANN 2 months ago
This has been flagged as spam show
good visit my profile and enjoy more
mafia9624 7 months ago
hi jan
PrinceBlaCk007 7 months ago
BOhat zabardast drama tha .... har cheez ka lesson hy is main ... maan baap ko lesson hy k olaad ki khooshyan k saarth zid na karo .... or ishq walon ko hy k jis k saath ishq karo wo qcha ho ya bura uss k saath nibha k dekhao .... or Muaaf karnay walon ko ALLAH pasand karta hy ...... or Sabar karnay walon ko kabhi dukh b dukh nahi lagta ....
IZZAT OR ZILLAT , KHOOSHI OR GHAMI , OR HAR CHEEZ KA MALIK ALLAH HY WOHI MUSABIB_UL_ASBAB HY .USI SY HAR CHEEZ KI UMEED KARO OR USI SY DARO.
ALLAH HAFIZ
warsi4sa 1 year ago 2
yeah... but in the end all is well that ends well !!
screwdpunk 1 year ago
ye drama acha hai ,magar saba kay sath jo zulm howa usko dekhna mushkil,thats y i never watch this drama
khanpreston1 1 year ago