Added: 1 month ago
From: MaulanaIshaqURDU
Views: 830
Sort by time | Sort by thread (beta)

Link to this comment:

Share to:

All Comments (15)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
  • Assalamo alaikumussalam ! Fahad bhai aap nay khud ahadith parhi hain kewn keh Sheikh Zubair Ali Zai sb. ka moaqqif bhi Ali bhai wala hi hay keh teen Talaq akhatti waqia ho jati hain.

    Wassalam !

  • @HafizZubairAliZai walaikumsalaam,

    Jee mein nay thori see ahadees parhi hain aur ali bhai say bhi baat kee hai. Aur maulana sahib say bhi ali bhai kay aiteraazat kay baaray mein poocha hai. Maulana sahib pooch rahey thay kay agar un ko Hafiz Zubair Ali Zaee sahib ka is mauzu per koi risala mil sakta hai ya. Takay unko tamam dalail pata chal sakein. Aik dafa maulana sahib ko sab dalail pata chal jaaein to phir woh is per khutaba dain gay inshALLAH. Yeh clip abhi na mukammal hai.

  • moulana sahab Allah bless you

  • @loverheart555 Mein aap say naraz nahi aur na hi mein nay aap ko block kiya hai. :)

  • @MaulanaIshaqURDU

    ASSALAM-O-ALAIKUM

    shukhar hai ALLAH unka peghaam to aaya

    bahi main ali bahi k hawalye say baat kar rha hun jo mainy unki video main comments kiye hai jin k reponse main ap say b baat hoi lakin baqi swal jo thy wo ap mere comments main daykh skty hai

    main ap ki baat nahi kar rha tha

    mainy ali bahi ki baat ki hai k mere comments ka koi reply nahi kiya

    agr reply nahi karna to comments alow kion ka rkhy hai

    mainy sari batein un ky munh say sun kar hi swal kiya tha

    ap b janty ha

  • @MaulanaIshaqURDU

    agr ap naraz nahi hai to mainy ap ko kitny pm kiye hai paka jawab nahi aya aur ab main apko pm karo to masage snd hi nahi hota error dayta hai k bloking ki waja say nahi ho sakta masgae

    baqi sawal ab main yahan nahi dohraoon ga nahi to baat lambi ho jay gi

    sorry if i ever hurt u

    aur sakt comments karny ki b mafi cahun ga

    ALLAH HAFIZ

  • @loverheart555 agar mein nay aap ko block kia hota to aap comments nahi ker saktay thay. :)

    Aap try karein message kernay ki. Mujhay mil jaaein gay inshALLAH.

  • @MaulanaIshaqURDU

    User MaulanaIshaqURDU has enabled contact lock. You will not be able to send messages to them unless they add you as a contact.

    ye likha aata hai jab main apko pm karta hun

  • @loverheart555 ok i have corrected the setting and added u as a contact as well.

  • @loverheart555 aap ko kaun say question ka jawab nahi mila?

  • Great discussion!

Loading...
Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more