well people mene aisa ishq ani zindagi mn dekha how ha bilkul aisa......iss ziada bul k so jo log ke rae hn it is just a drama so they are wrong...
n ishq zaat , shkal surat ya muqaam nae dekhta n i can prove it.....chay wo garib ho molvi ki beti ya awara ameer lrka...jus ishq hota ha to pir aisy e hota ha jaisy dekhaya ja ra ha....bul k iss c b ziada
Ullu kay pathay Geo Walay....ab yeh lower middle class shareef girls ka brain wash kar rahay hain, unhein ghalat rastay per chalnay kay tareeqay sikha rahay hain......meray bass main hota to media ko hamesha per liye ban lagga deta....yehi dono Mobile kay ad main sath juray baithay hotay hain aur yahan barri shareef banti hai....aur yeh larka karachi ka sab se flirt model hai...
@MyJonathan9999 very funny btw my dear aisy dramy agur lower middle class lrrkio k zehn kharaab krte hn to what will u say about star plus ???n common sense agur dmag khraab krne he hn to cable to un k ghr mn pir hony he nae chaye so u can not justify it anymore...
n jaha tuk actors ka sawal ha to itz thier profession...so acting k profession k bary mn i think apk pass koi knowledge nae..ismn actor jur k bgairat b hoty hn or dopaty c shareef b.....
AHYYYYEEEEE ZAbardast ....................damn good episode...waiting for the next one....lines very true told by hammad muhabbat ka hona na hone hamre ikhtiar ma hota hi kb ha very true great episode.....love this drama....love everysingal chrcter in this.....hatts off
dunya mai bohat kam Loag hain Jo mohabbat pay yaqeen kartay hain .. Yaqeen kya hay? just maan lena? nahi.. bal k amal karna..
amal k Baghair mOhabbat khuch nahi.. Hum loag aik waqt mai kitni khwishat k pheechay Bhaag rahay hotay hain aur hath khuch nahi aata, agar hum itni Bhaag dorr sirf apnay Aik Khwab ki takmeel mai karain to dard b hamain saKoon dy ga .. q k hamari nazar aur tmam tar koshish manzil tak pohnchnay ki ho ge..
AOA to all. Sukoon to Ishq-e-haqiqy mn hi hai. lakin aakhir ye dunya bhi to usi Allah ki peda kerda hai na. Insaan , rishtay natay , talluq, dilon mn mohabbat and all things bhi usi ki takhleeq hain.
very very interesting Noval and Dramatization, really heart pinching drama dears. aur abhi to jo End hona hai us nay sab ko hila ker rakh dena hai. Guess plz that who will Die in the loving story, Emaan or Hammad baba? jeeeeeeeeeeeeee.
nazar sa shoro howee, phir dil ki umangou sa pali barhi, zamanay ki mukhalfat ka bawjod khof(judai) ki aag sa kundan bani, agar khof sa pehlay toot gayee tu 'aqal mandi' thehri or agar na tooti tu 'deewangi' , qismat na azmayee tu kabhi jaan la baithi warna la-hasil ho ka RAB sa mila baithi..or agar in sb sa guzar baithi tu phir 'saath' day gayee 'mehboob' ka..!! wah ri muhabbat kya kya sikha gayee tum is insan ko, paanay ka 'muqaam' or khoonay ki 'haqeeqat'...
اپنی انا اور نفس کو ایک انسان کے سامنے پامال کرنے کا نام عشق مجازی ہے اور اپنی انا اور نفس کو سب کے سامنے پامال کرنے کا نام عشق حقیقی ہے، اصل میں دونوں ایک ہیں۔ عشق حقیقی ایک درخت ہے اور عشق مجازی اسکی شاخ ہے۔
جب انسان کا عشق لاحاصل رہتا ہے تو وہ دریا کو چھوڑ کر سمندر کا پیاسا بن جاتا ہے، چھوٹے راستے سے ہٹ کر بڑے مدار کا مسافر بن جاتا ہے۔۔۔ تب، اس کی طلب، اس کی ترجیحات بدل جاتیں ہیں۔"
@ullubata9 well said.....waqi main dono apas main related hai magar aik cheez add karta ja raha hoo...ishaq -e-migazii aik shakh to hai magar us kay baad bandy or us ki qismat main hota hai ky wo darkht ka hisaa baney ja(ishq-q-haqiq) ya na kay gir geye ja jo kay fana hona hai..................
@ullubata9@ullubata9 well said.....waqi main dono apas main related hai magar aik cheez add karta ja raha hoo...ishaq -e-migazii aik shakh to hai magar us kay baad bandy or us ki qismat main hota hai ky wo darkht ka hisaa baney ja(ishq-q-haqiq) ya na kay gir geye ja jo kay fana hona hai..................
Yar nai asya nai hona chaheya tha. Emaan kya ker rahi hoo tum. aray itna pyar hammad kerta hay. plz us kay pyar ko qabool ker loo. aak bar hee keh doo kay hammad say pyar hay. yar emaan plz asya to mut kero. plz.
@ameraz007 Its not a true love !!! .. watch carefully !!!! Hamaad couldnt even find love between him and Allah ... he only prayered and went to masijd to impress her family and her.... but failed to do so.... now he doesnt even pray ? so far there is no role and he doesnt even read quran its bollywood love lol but main idea is that he wants his family to change so he is taking a good step stll :) !!!!!
nauman, aik martaba aik banda aik nimaz parhtay howay insan ka agay sa guzar jata ha, tu nimaza parhnay wala insan foran nimaz tor kar us bnday ko pakar laita ha or kehta ha ka tumhain nazar nai aa raha tha ka main nimaz parh raha tha, tu wo banda kehta ha ka tum apnay mehboob ko samnay(nimaz kharay ho kar bhi idhar udhar dakh rahay thay, jb ka mujhay jb mera mehbob nazar aya tu main yea bhi bhol gaya ka main kahan sa guzar raha hon..!!
@adnan6102358 Baat sahi hain ... but everyone has there own comments and opinions .......... i just shared my thoughts !!! ...to me the song is even very " ajeeb " aur song mein shirk hai !!!! totallY !!!!
Finallly iman gona accept her love ...n then iman will also go 2 meet hamad i just want to watch that episode coz wen i learn in novel i was continiously crying......n just completed novel within 2 days
Comment removed
MsPrincessamna 3 months ago
Mohbat main Zaid nai hottttttttttttttttttiiiiiiiiiiii Woaaaaaa it stillllll onnnn
shaameff 9 months ago
Mohbat main Zaid nai hottttttttttttttttttiiiiiiiiiiii Woaaaaaa
shaameff 9 months ago
well people mene aisa ishq ani zindagi mn dekha how ha bilkul aisa......iss ziada bul k so jo log ke rae hn it is just a drama so they are wrong...
n ishq zaat , shkal surat ya muqaam nae dekhta n i can prove it.....chay wo garib ho molvi ki beti ya awara ameer lrka...jus ishq hota ha to pir aisy e hota ha jaisy dekhaya ja ra ha....bul k iss c b ziada
32spy 9 months ago
Ullu kay pathay Geo Walay....ab yeh lower middle class shareef girls ka brain wash kar rahay hain, unhein ghalat rastay per chalnay kay tareeqay sikha rahay hain......meray bass main hota to media ko hamesha per liye ban lagga deta....yehi dono Mobile kay ad main sath juray baithay hotay hain aur yahan barri shareef banti hai....aur yeh larka karachi ka sab se flirt model hai...
MyJonathan9999 9 months ago
@MyJonathan9999 very funny btw my dear aisy dramy agur lower middle class lrrkio k zehn kharaab krte hn to what will u say about star plus ???n common sense agur dmag khraab krne he hn to cable to un k ghr mn pir hony he nae chaye so u can not justify it anymore...
n jaha tuk actors ka sawal ha to itz thier profession...so acting k profession k bary mn i think apk pass koi knowledge nae..ismn actor jur k bgairat b hoty hn or dopaty c shareef b.....
any ways itz a good piece of entertainment
32spy 9 months ago
@MyJonathan9999 sahi kaha janab
atif1394 8 months ago
yeh drama kam Comedy Show zayada lagta hai.
MrImran720 9 months ago
es ne ab parda kyun nahi kya. Gair mard se tu parda hota hai. Sari daramay bazi hai
MrImran720 9 months ago 2
liwanoo plzzzzzzzzzzzz isay badua na do kyun k yey mera sb se acha cousin hy
johnsteaven1 9 months ago
liwanoo baddua na do yar bczzzz imran is my sweet cousin bohat nice insan hy
johnsteaven1 9 months ago
mujhe to is dabbay per tars aa raha hai
jis ki mangni eman se ho rahi hai but drama is best
emankhanable 9 months ago
yarrr mano ya na man ye sala traine k nichay hi a k mare ga or mohabat ka na or boland karay ga tum sab dekhna
Liwanoo 9 months ago
@Liwanoo omg you are so funny....mujhe be yehi laga tha ke yeh train ke neeche ayega but now i dun think so lol
newborn05 9 months ago
hum es tara navel aor drami ku deekti hai akher ku kahi hami tu eshq nahi howa hai ......
da charsaddi zalmi
ikhanchd 9 months ago
hum es tara navel aor drami ku deekti hai akher ku kahi hami tu eshq nahi howa hai ......
da charsaddi zalmi
ikhanchd 9 months ago
AHYYYYEEEEE ZAbardast ....................damn good episode...waiting for the next one....lines very true told by hammad muhabbat ka hona na hone hamre ikhtiar ma hota hi kb ha very true great episode.....love this drama....love everysingal chrcter in this.....hatts off
ASH8187 9 months ago
Assalam o a alaikum all friends,
dunya mai bohat kam Loag hain Jo mohabbat pay yaqeen kartay hain .. Yaqeen kya hay? just maan lena? nahi.. bal k amal karna..
amal k Baghair mOhabbat khuch nahi.. Hum loag aik waqt mai kitni khwishat k pheechay Bhaag rahay hotay hain aur hath khuch nahi aata, agar hum itni Bhaag dorr sirf apnay Aik Khwab ki takmeel mai karain to dard b hamain saKoon dy ga .. q k hamari nazar aur tmam tar koshish manzil tak pohnchnay ki ho ge..
Drama bohat acha hay ,
03458599909 9 months ago
AOA to all. Sukoon to Ishq-e-haqiqy mn hi hai. lakin aakhir ye dunya bhi to usi Allah ki peda kerda hai na. Insaan , rishtay natay , talluq, dilon mn mohabbat and all things bhi usi ki takhleeq hain.
very very interesting Noval and Dramatization, really heart pinching drama dears. aur abhi to jo End hona hai us nay sab ko hila ker rakh dena hai. Guess plz that who will Die in the loving story, Emaan or Hammad baba? jeeeeeeeeeeeeee.
ankhain1 9 months ago
This has been flagged as spam show
verry true ishq e hqeeqy mai he skooooon hai.........
emangilll 9 months ago
verry true ishq e hqeeqy mai he skooooon hai
emangilll 9 months ago
well said in urdu phrase............ishq e hqeeqy mai he skoon hai or kaheeeeeen b nae .......
emangilll 9 months ago
well said in urdu phrase.................ishq e hqeeqy mai he skoon hai or kaheeeeeen b nae .......
emangilll 9 months ago
aik aesi cheez jsse apni zindagi sai b aziz smja jae lekan wo kabi na mile wo mohabbat kehlati hai.
mesharab 9 months ago
mashallah
abdul1597 9 months ago
Comment removed
adnan6102358 9 months ago
Muhabbat aik feeling...
nazar sa shoro howee, phir dil ki umangou sa pali barhi, zamanay ki mukhalfat ka bawjod khof(judai) ki aag sa kundan bani, agar khof sa pehlay toot gayee tu 'aqal mandi' thehri or agar na tooti tu 'deewangi' , qismat na azmayee tu kabhi jaan la baithi warna la-hasil ho ka RAB sa mila baithi..or agar in sb sa guzar baithi tu phir 'saath' day gayee 'mehboob' ka..!! wah ri muhabbat kya kya sikha gayee tum is insan ko, paanay ka 'muqaam' or khoonay ki 'haqeeqat'...
adnan6102358 9 months ago
yup bilkul dheek kaha insaan k ikhtiyaar mein nhi hota:( mohabbat ka hona na hona
salman8231 9 months ago
yup bilkul dheek kaha insaan k ikhtiyaar mein nhi hota:(
salman8231 9 months ago
wah g......awesome
syedRAHAT100 9 months ago
Kiya Dialogue hai Muhabat Ka Hona Aur Na Hona Insan k Ikhtiyaar main hotae kab hai :(
ullubata9 9 months ago 3
اپنی انا اور نفس کو ایک انسان کے سامنے پامال کرنے کا نام عشق مجازی ہے اور اپنی انا اور نفس کو سب کے سامنے پامال کرنے کا نام عشق حقیقی ہے، اصل میں دونوں ایک ہیں۔ عشق حقیقی ایک درخت ہے اور عشق مجازی اسکی شاخ ہے۔
جب انسان کا عشق لاحاصل رہتا ہے تو وہ دریا کو چھوڑ کر سمندر کا پیاسا بن جاتا ہے، چھوٹے راستے سے ہٹ کر بڑے مدار کا مسافر بن جاتا ہے۔۔۔ تب، اس کی طلب، اس کی ترجیحات بدل جاتیں ہیں۔"
OH My GOD!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
ullubata9 9 months ago 29
@ullubata9 well said.....waqi main dono apas main related hai magar aik cheez add karta ja raha hoo...ishaq -e-migazii aik shakh to hai magar us kay baad bandy or us ki qismat main hota hai ky wo darkht ka hisaa baney ja(ishq-q-haqiq) ya na kay gir geye ja jo kay fana hona hai..................
usman8211 9 months ago
i like this programe.
ali03002222255 9 months ago
This has been flagged as spam show
@ullubata9 @ullubata9 well said.....waqi main dono apas main related hai magar aik cheez add karta ja raha hoo...ishaq -e-migazii aik shakh to hai magar us kay baad bandy or us ki qismat main hota hai ky wo darkht ka hisaa baney ja(ishq-q-haqiq) ya na kay gir geye ja jo kay fana hona hai..................
usman8211 9 months ago
This has been flagged as spam show
@ullubata9 yarrr mano ya na man ye sala traine k nichay hi a k mare ga or mohabat ka na or boland karay ga tum sab dekhna
Liwanoo 9 months ago
@ullubata9 yup dear u r right fana fil ishq
TheSaqi666 9 months ago
@ullubata9 no wordz.........
princx070694 6 months ago
cant wait 4 next episode yar
tia7861 9 months ago
Yar nai asya nai hona chaheya tha. Emaan kya ker rahi hoo tum. aray itna pyar hammad kerta hay. plz us kay pyar ko qabool ker loo. aak bar hee keh doo kay hammad say pyar hay. yar emaan plz asya to mut kero. plz.
its true love.
ameraz007 9 months ago
@ameraz007 Its not a true love !!! .. watch carefully !!!! Hamaad couldnt even find love between him and Allah ... he only prayered and went to masijd to impress her family and her.... but failed to do so.... now he doesnt even pray ? so far there is no role and he doesnt even read quran its bollywood love lol but main idea is that he wants his family to change so he is taking a good step stll :) !!!!!
Naumanshah 9 months ago
@Naumanshah
nauman, aik martaba aik banda aik nimaz parhtay howay insan ka agay sa guzar jata ha, tu nimaza parhnay wala insan foran nimaz tor kar us bnday ko pakar laita ha or kehta ha ka tumhain nazar nai aa raha tha ka main nimaz parh raha tha, tu wo banda kehta ha ka tum apnay mehboob ko samnay(nimaz kharay ho kar bhi idhar udhar dakh rahay thay, jb ka mujhay jb mera mehbob nazar aya tu main yea bhi bhol gaya ka main kahan sa guzar raha hon..!!
adnan6102358 9 months ago 18
subhanallah
rizmebaby 9 months ago
@adnan6102358 hmmm alaa
iqraaziz20 9 months ago
@adnan6102358 Baat sahi hain ... but everyone has there own comments and opinions .......... i just shared my thoughts !!! ...to me the song is even very " ajeeb " aur song mein shirk hai !!!! totallY !!!!
Naumanshah 9 months ago
@Naumanshah
Haan sahi kaha.. song mein ishq e majaazi ko ishq e haqeqi samhjaya ja raha hai
haseebmehtar 9 months ago
@adnan6102358 wo ashkey hakiki tha yeah ashkey mujazi hai MR..
tallalahmed20 7 months ago
@adnan6102358 kiya baat ki hai aapne :)
MsPrincessamna 3 months ago
Finallly iman gona accept her love ...n then iman will also go 2 meet hamad i just want to watch that episode coz wen i learn in novel i was continiously crying......n just completed novel within 2 days
ndtvimagine01 9 months ago
@ndtvimagine01 Is there an english version of the novel?
SunKissedAngelxo 9 months ago
i think there is no english version ov the great noval Khuda aur Mohabbat.
ankhain1 9 months ago
@ankhain1 nooooooooooooooo :( i can't read urdu...
SunKissedAngelxo 9 months ago
the story is crawling.............tooooooooooooo slow
proudtobeamum 9 months ago
@DaN796123 - hahahaha
udntwannaknw 9 months ago
6:51 to 7:15......
DaN796123 9 months ago
abdullay k hair katwao............
DaN796123 9 months ago 3