Added: 2 years ago
From: dunyanews1
Views: 13,941
Sort by time | Sort by thread (beta)

Link to this comment:

Share to:

All Comments (8)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
  • very good

    visit my profile and enjoy more

  • main koi hawai batain nahi kar raha yeh mera experience hai.. aur main nay akyly yeh kam start kiya aur meray sath 5-10 afrad aur kharay ho gay thay..

  • Kabhi aap logon ny corruption khatam karny ka socha hai? har baat har chese hukumat per na chor diya karain..

    Jab ap log kisi office main jatay hain tu Officer kisi akylay shakhs sy Rishwat to nahi mangta.. woh to jis jis ka kam karta hai us us say Rishwat layta hai.. yahi agar sari 10-12 log mill kar us Officer ka girayban pakar lain aur usay kahain kay kis chese kay paysy mang rahay ho.. Us ki majal nahi ho gi kay woh ap ka kam rookay..

  • bhai ji, pakistan may to log laton say nahi baz atay, aap baton ki baat kar rahain hain. Is ka asal hal us officer kit ZABARDAST thukai hai. Haan agar us banday may zara Allah ka dar hai to phir usay samjhaya ja sakta hai, warna nahi

  • @TechProductionsSA

    Jo banda koi bura kam karta hai aur usy malom ho kay yeh kam thek nahi.. us ki bas kundi kharkanay ki dayr hoti hai bas..

    us kay bad us ka hosla choot jata hai..

    jaysay internet per Pakistan aur Islam ko Angraiz galian nikal rhay hain..

    jaga jaga Ayatain quote kar rahay hain..

    aik din main ny woh Ayat daikhi Qur'an main sy.. woh us ny ghalat likhi hoye thi.. us ky bad 5 min main woh sedha ho gaya.. kam az kam mery sth nahi bola tha woh dobara

  • talk, talk & talk..Who gonna do this. First become true Pakistani. and correct individually, In Pak almost every one love $ dosnt matter, from where, sell Pak or kill neighbour ..No future...dark long dark night

  • aik aur nasal khtam hony ko hay aur afsos ye mulk wahan ka wahan bhi nahi malky aur pichy ho gia hay.i dont know ke ham apni life may pakistan ke achy hlat dekh bhi sakin gein ya nahi ya phir any wali nasal bhi....afsos

  • @forac123 bilkul sahih kaha ... mujhe Maulana Rumi ka aik Qaul yaad aa raha hai:

    A nation is not destroyed until saved by Allah's disciple.

    Let's wait for the Godly order ...

    ayeeyee bilkul theek keh raha hai ... aisee hi mayoosi tari hoti hai.

Loading...
Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more