Kabhi kaha na kisi se tere fasane ko, Na jane kaise khabar ho gayi zamane ko! Chaman main barq nahi chhorti kisi soorat, Tarah tarah se banata hoon aashiyaane ko. Suna hai Gair ki mehfil main tum na jaoge, Kaho to aaj saja loon gareeb-khaane ko. Dua bahaar ki mangi to itne phool khile, Kahin jagah na mili mere aashiyaane ko. Chaman main jana to sayad dekh kar jana, Akela chhor kar aaya hoon aashiyaane ko. Meri lahad pe patangoN kaa Khuun hota hai Huzoor shammaa na laayaa kareiN jalaane ko
zabardast
divyakhan32 16 hours ago
daba ky chal diya sab kabar mai dua na salam . . .
zara si dair mai daikho kia ho gia zamanay ko . . .
Ab aage is main tumhara bhi naam aayegaa,
Jo hukm ho to yahin chhor doon fasaane ko.
'Qamar ' Zaraa bhi nahi tujhko Khauf-e-rusavaayi?
Chale ho chaandni shab main unhain manaane ko
shabby7768 4 weeks ago
shabby7768 4 weeks ago
Mashallah!!! ZABARDAST!!!
eternalbliss786 1 month ago
UNPRECEDENTED AWESOMENESS IS AZIZ MIAN!
eternalbliss786 1 month ago
sooooooooooooo nice
cbilalhussain 1 month ago
allah allah allah
MegaM8888 2 months ago
god bless him, aameen.
iabha 3 months ago 2
ufff goor se sunana keya yaad aata ha?????
zakir737 3 months ago
After 17 years im Listening to this.,., Amazing!!!
CANCERIEN 3 months ago
superb......
TheFreeKhan 4 months ago
one of the best of Aziz mian
nafridi1 4 months ago
zabardast
talalkhan1000 6 months ago
very great qawali
shimpex72 1 year ago