Akhtar hussain Akhtar is one of the greatest poet and noha khan. Mula in ki zindagie darz farmayain aur in yun hie tarqiyan wa barkatain ata farmayain.. Ameen Ya Rab-ul-Alameen!
@Ali110Maula The lyrics to this is Ab toh aajo shehenshah-e-waafa Ro ro kehti ti Sakina run main (x2) Lutt gayi sani-e-Zahra ki rida. 1) Shimar neh maaray tamachay hain meray gaalo peh Jhirkiyan day kay uthaya hai mujhe (x2) Baba ki laash peh ronay na diya. 2) Cheen kaar sab ki ridayain aur jalaaye khaimay Aisay loota hai musalmano nay (x2) Naa kiya aal-e-Mohammed ka haaya. 3) Tumko Abbas ki taqat peh bharosa ta bahot Qaid honay say bachaye tum ko (x2) Ahkay ye Shimar nay Zainab say kaha.
jeo akhtar sahab mola apko salamt rakhy
haiderium110 2 weeks ago
Akhtar hussain Akhtar is one of the greatest poet and noha khan. Mula in ki zindagie darz farmayain aur in yun hie tarqiyan wa barkatain ata farmayain.. Ameen Ya Rab-ul-Alameen!
abutalib512 3 months ago
Mola Salamat rakhay sahi kaha bahi ap na .
imranalionly4u 2 months ago
Mashallah
very touching and beautifully expressed
would appreciate if you could send me or post the words / lyrics
JZK
Ali110Maula 3 months ago
crony124 1 month ago
GEOOO Mashalla...Geooooooo
Great POET..........
Grate COMPOSER
Is K Nohonn May Hay Zahra (a.s) Ke Duwaaa...wa waaa wa geoooo
SHAYAR -E- AHLEBAIT Akhtar Hussain Akhtar
Mola (a.s) Sayhat or Tunduresty ataa farmaynnn
Bibi Pak (a.s) ap ke tofekatt may azafa farmayn...AMEEEN
samgeotvv 3 months ago