Woh Kasti Chali Jaye Jese Kawali Buhat Yadd Aati Hain Baatain Purani Saji Khalwatoon Main Kabhi Shughl-e-Mina Woh Mehbooba-e-Khush Aada Khush Kareena Kabhi Us Ke Hathoon Se Zid Ker Ke Peena Kabhi Apne Hathoon Se Us Ko Pilani Buhat Yaad Aati Hain Baatain Purani Ab Na Woh Dil Na Woh Dil Ki Nadaniyan Hain Na Woh Ham Na Woh Bazm Samaniya Hain Na Woh Dostoon Ki Labshaniyan Hain Na Woh Fikre Rngi Ki Sholaniyan Hain Gai Sher Goi, Rahi Noha Khani Woh Beeti Jawani, Woh Beeti Jawani
Haseen Dillagi, Kehkahe Shadmani Hamesha Haseeno Se Aankhain Larani Sada Kamyabi Sada Kamrani Buhat yaad aati hain baatain purani Woh Din Raat Koue Nigaran Ke Phere Woh Kamre Ferozan Woh Zeene Andhere Woh Zulfoon Ke Halke, Woh Bahoon Ke Ghere Wonhi Mudatoon Jake Raatain Bitani Buhat Yaad Aati Hain Baatain Purani Woh Sardi Ki Raatain, Woh Jareh Ka Joban Lihafoon Main Kamsin Diloon Ki Woh Dadkan Churana Woh Baatoon Se Her Baar Daman Woh Aangan Main Mehki Hoi Raat Rani
Fantastic!!!!!!!!!!!!!!!!!
majazamin 1 year ago
AdroitCBR 2 years ago
AdroitCBR 2 years ago
buhat khub... wah wah wah waaaaaaaaah
aaronrazzaq1 2 years ago
wah wah wah
bahoooot khoooob
jetni b daad de jay kaam
weldone dear
very nice
ghumman125 2 years ago