our jo bat ki hai ap ne bhai wali woh to ab ap ne dill rakhne kay liye kaha hai warna jis ko bhai kaha jata hai us say aisi bat kabi nahi ki jati theek
@shafiq92pk oo mere bhai sorry kis baat ka aap mere choote bhai hoo aor aap ki hurr baat sirr aankhoon pe please sorry bool kr sharminda naa kareen , i am sorry ager aap ko laga maine gussa keaa hoo
mujah to aisa hi laga kah ap ne gusa kiya hai ap kay janwar daikhay khubsurat lagay to dill kiya kah puch lain kah kitne kay milain gay hum ne konsay rakhay hai jo pata hota kah is tarha bat nahi kartay bas dill kiya kah aik hum bhi rakh lain laikin ab to dill hi tot gaya hai
keya baat hai i love tiger breed muje rana saab ki tiger bohat he zeyada pasand hain aap ne sehi kaha aseel janwer apna aap khud btata hai ye murghi bohat hobsuret or bohat he achi aseel hai
@talha78663 Bhai Talha the great thanks alot bhai mujeh b bohat pasand hai, waqaiee main kamal maadi hai paaoun b bohatpaake maarti hai aor size theek hai
@RanaSafdar1971 Salam Sir. App ka buhat shukriya. App nay hosla afzai ki. ap tu ustad hain hamary or hum ap ki dil say respect karty hain. Allah ap ko khush rakhy. Sir is k sath kon sa murgh lagana pery ga tiger breed k liya kindly app bata dain.
hum kon say bazi khailtay hai
wakai ap kay jo ustad e muhtaram hai woh great person hai un say bat kar kay khushi hue thi rana safdar sahab say
shafiq92pk 1 week ago
our jo bat ki hai ap ne bhai wali woh to ab ap ne dill rakhne kay liye kaha hai warna jis ko bhai kaha jata hai us say aisi bat kabi nahi ki jati theek
shafiq92pk 1 week ago
baki aik bat hai alllah us ki zindagi karay buhat khubsurat hai
allah us ko nazrae bad say bachaye dua hai hamari
shafiq92pk 1 week ago
any way may aik bar phir mazrat kar laita hu ap say sorry janab
shafiq92pk 1 week ago
@shafiq92pk oo mere bhai sorry kis baat ka aap mere choote bhai hoo aor aap ki hurr baat sirr aankhoon pe please sorry bool kr sharminda naa kareen , i am sorry ager aap ko laga maine gussa keaa hoo
ahsancomsats 1 week ago
mujah to aisa hi laga kah ap ne gusa kiya hai ap kay janwar daikhay khubsurat lagay to dill kiya kah puch lain kah kitne kay milain gay hum ne konsay rakhay hai jo pata hota kah is tarha bat nahi kartay bas dill kiya kah aik hum bhi rakh lain laikin ab to dill hi tot gaya hai
shafiq92pk 1 week ago
This has been flagged as spam show
hum kon say bazi khailtay hai
wakai ap kay jo ustad e muhtaram hai woh great person hai un say bat kar kay khushi hue thi rana safdar sahab say
shafiq92pk 1 week ago
ager koi bat meri buri lagi ho mujah khud shok hai laikin koi milta hi nahi hai
shafiq92pk 1 week ago
wakai shok ka koi mul nahi hota bhai ap gusa kaar gaye hai sorry bhai
shafiq92pk 1 week ago
buhat hi zaberdast tiger hai our bhai g yeh hai kitne ki our ap ka face book ka account hai kah nahi
shafiq92pk 1 week ago
@shafiq92pk bhai hamaree aseel for sale ni hoote , shook se rakheen hain aor shook ki koi QEEMAT ni hooti aor thanks alot for liking Aseels,
ahsancomsats 1 week ago
keya baat hai i love tiger breed muje rana saab ki tiger bohat he zeyada pasand hain aap ne sehi kaha aseel janwer apna aap khud btata hai ye murghi bohat hobsuret or bohat he achi aseel hai
talha78663 3 weeks ago
@talha78663 Bhai Talha the great thanks alot bhai mujeh b bohat pasand hai, waqaiee main kamal maadi hai paaoun b bohatpaake maarti hai aor size theek hai
ahsancomsats 3 weeks ago
@ahsancomsats dekhne main he ye apna aap bata rehi hai muje bohat he zeyada pasand ayi aap rana saab k pass is tarha ki murghi dekhi ho gi
talha78663 3 weeks ago
very nice and beautifull aseel hen.
shemoon100 3 weeks ago
nice
roosters554 3 weeks ago in playlist Uploaded videos
MASHALLAH BOHAT PYARI MURGII HAI GEE
nabeel1989choudhary 3 weeks ago
great . bohat hi khoosurat aur achi murghi.
MrSuperchicks 3 weeks ago
va va kya baath hai,very big and beautiful bird yaar....
mazzyutd 3 weeks ago
AHSAN bhai koi shaq nahe morge bohat ache or tiger breed main he ,
ALLAH behter kary ap ke ache koshish he or ap zroor kamyab hoon gy ENSHALLAH
RanaSafdar1971 3 weeks ago
@RanaSafdar1971 Salam Sir. App ka buhat shukriya. App nay hosla afzai ki. ap tu ustad hain hamary or hum ap ki dil say respect karty hain. Allah ap ko khush rakhy. Sir is k sath kon sa murgh lagana pery ga tiger breed k liya kindly app bata dain.
ubaidfromskardu 3 weeks ago in playlist Uploaded videos
Beautiful asil hen.
Macazeel 4 weeks ago
@Macazeel thanks alot bhai jaan
ahsancomsats 4 weeks ago
very nice hen
CHJATT1 4 weeks ago
@CHJATT1 thanks alot jee
ahsancomsats 4 weeks ago in playlist Uploaded videos
i like this hen very nice thanks for sharing bro
MrPav10 4 weeks ago in playlist More videos from ahsancomsats
@MrPav10 thanks Alot Brother
ahsancomsats 4 weeks ago in playlist Uploaded videos