ya kuda mery jamia binoria ko hameesha salamt wa apne hifz amaan me rkhna apne sab dosto ki buht yad aate he kuda in sab ko apni deen k ley qubol farmale amein summa amein
wo jab jab yaad aain gay hamain pehroon rulain gay jo guzray yahan per roz o shab wo yaad aain gay hamain afsoos hay hum waqat se muhlat na lay paey jo ustadoon ka haq tha un ko wo izzat na de paey magar aise nadamat se yaqeenan maan jain gay jo hum se ho nahin paya wo ab kaam tum karna madarsay ke qadar karna moallim ka adab karna jo kuch sikha yahan par hum use aage barahain gay ke hum quran ke taleem ko maqsad banain gay hum is aik shamma se kai shammay jalain gay insha allah
ya kuda mery jamia binoria ko hameesha salamt wa apne hifz amaan me rkhna apne sab dosto ki buht yad aate he kuda in sab ko apni deen k ley qubol farmale amein summa amein
fazalsubhan24 4 months ago
Jamia Binoria sein farigh hone k baad Ulema saal lagate hein tableegh mein,.., want to know
theViperace 6 months ago
Where is this madrasah please? I'd like my son to go there inshallah.
amie0007 9 months ago
Mashallah nice!!
Sahri628 1 year ago
takht e sikandare par wo thuuktay hain
bister laga hoa hay jin ka tere gali main
syedrizwan123 2 years ago
zindage ke koi mehrome nahi yaad aai
jab talk hum thay taray qurb ke asaish main
syedrizwan123 2 years ago
un kay altaf o inayat ke na the hud warna
hum tu taqseer he taqseer hoa katay thay
syedrizwan123 2 years ago
syedrizwan123 2 years ago
Subhan Allah what a great nazam, its great great great I cant express myself by listening this Nazam, Jazakallahu Khaira
13holywarriors 2 years ago
不错
很好
按拉 与你们同在
alhkmt 2 years ago
mashAllah behtreen nazam
jamiabanauri 2 years ago
jazakallah o kheraa
jamiabanauri 2 years ago
mashAllah
jamiabanauri 2 years ago